Adsense India me payment kaise karta hai jankari
India me Adsense Cheque se payment karta ta 2-3 saal pehle lekin ab Adsense hume direct bank par transfer karta hai payment (EFT) Direct Bank Wire Transfer se aap ab aasani se payments receive kar sakte ho jab se adsnse me EFT direct bank transfer ko launch kiya hai tab se hume adsense se payment receive karne me bohut aasani hogayi hai
Adsense par earnings ko kaise paye aj hum baat karenge india me adsense pay kaise karta hai aur bank account adsnse me kaise add kare adsense par account bana ne ke baad aur 2 steps hote hai jinhe complete karna bohot jaruri hai
1. Add bank account
2.Adsense address Verify
Agar aap ye 2 steps complete kardoge toh aapka adsense fully completed hojayega aur bad me koi verification nahi karna padega aur ap bina kisi tenstion ke earning (paise kama sakte ho) aur paise monthly hasil (receive) kar sakte ho.
Adsense Par Kounsa Payment Method Hai ?
Google adsense se agar earning hasil karna chahate ho toh adsnse Par Apka bank add karna padega adsense Bank wire transfer ke madat se apko paise bheje ga (EFT) apka bank add karne ke baad aapki earnings 100$ hone ke bad direct bank par transfer hojayegi and me is post par bataunga bank account kaise add karte hai.
Adsense par payment method add karna bohut jaruri hai bank add karna aasan step hai aur me apko yaha details se batane ki puri koshish karunga
Adsense Par Bank Account Add Kaise Kare (Payment Method)
India ka bank account adsense pe add karne ke liye apke adsnse account par (10$ balance hona chahiye) aur jab aapki earning 10$ hojayegi tab automaticaly home page par red colour me notification show hoga agar nai show hora hai toh apko apki earning 10$ hoye tak wait karna hoga chalo jantey hai bank kaise add karte hai inn easy steps ko follow karo.
Bank Account Add Kare Adsense Par
STEPS :-
1. Sabse Phle adsense.com par jaye aur apne account se login kare
2. Ab home page par aapko red colour me notification dikhega " your payments are currently on hold Please verify address" or "Your Payments are currently on hold please add your payment method" iss trahe se message show hoga .
3. Aapko "Settings" wale gear icon par click karna hai (or aap home page se hi "action" ko daba kar directly paymnt settings par ja sakte ho )
4. Settings ko selete karke "Payment" par click karna hai aur fer "Manage Payment Methods" par click karo
5. Aur second page me "add payment method" par click kare
6. Ab Apke bank account ke sahi sahi details dale
A. Account holder name - Bank jiska hai uska naam likhe
B. Bank Name - yaha pr bank ka naam dale
C. ifsc - Yha pe Ifsc code dalne ka hai aapki bank pass book me dekh sakte ho
D. SWIFT BIC - Ye code bhot hi jaruri hai swift code ya toh google par search kar ke doondo ya fer apke bank manager ko phone karke puch sakte ho.
E. Account No - Bank ka account number dale aur comfrim bhi karde
Interdiary bank etc aap leave or blank bhi chhod sakte ho
Ab aakhiri me "Save" kardo
Aapka bank account add ho chuka hai ab aap aasani se payment hasil kar sakte ho payment monthly ki jaati hai 21st ko pay kardiye jayegi.
Bank Swift BIC Code aur IFSC Ka Pata Kese Kare ?
Swift code ka pata karne ke liye apne bank ko contact kare aur puchiye BIC code kya hai or aap online bhi pata kar sakte ho lekin Bank manager se contact karke comfrim jarur karle..
..
IFSC CODE apke bank passbook or statement me miljayega or google par branch search karke ifsc code nikal sakte ho
Agar apke bank me swift code nahi hai toh kya kare?
India mein kahin branches hai aur kuch chote branches par Swift bic code available nahi hota hai agar aapke bhi branch me swift code nahi hai toh aapko me batadu ap apke same branch ka swift code b istemal kar sakte ho jo Apke bank ka dusra branch bada hai aur apke hi naajik ki city or town me hai uss bank branch ka b code adsense payment settings par dal sakte ho.for example aapki hi city ke naajik koi bada bank ho jispr swift code available hai toh ap usko bhi istenal kar sakte ho.
Mera bank "Andhra bank" hai aur mene ANDBNN swiftcode ko adsense par dala hai aap agr koi aur branch ke ho toh online google par swift bic code dundh sakte ho.
Adsense Payment Date kya Hai?
Payment Transtation Par 100$ hone par apki payment hojayegi lekin payment ki date har momth 21th ko send ki jaati hai uske liye apko payment settings main check karna hoga
Adsense Par Kisi Aur Ke Naam Ka Bank Add Kar sakte hai Kya?
Nahi, adsense par jo name aur details hai ussi name aur details wala bank hi add kar sakte hai (Bank Naam aur Adsense Payee name match) hona chahiye.
Adsense Par Payment method Option Enable ni hai?
Payment method add karne ke liye aapki earning 10$ honi chahiye apke adsnse me 10$ hone ke baad "Payment method' enable hojayega
Direct Bank Wire Transfer Me kitna Samay Lagega?
2-3 days tak EFT Paise bank per transfer hojayega.
Bank account adsense par add hone ke baad aapko payment ki tenstion chhod deni chahiye but yaad rahe adsense payment settings bilkul sahi information dale aur me umeed karta hu apko ye article samjh aaya hoga toh aapne jaanliya adsense payment kese karta hai aur adsense par bank add kaise kare aur bhi jankri ke liye "adsense" wali categery me ap jaa sakte ho jarur share kare is post ko adsense me payment kaise kare or payment kaise hasil ka
No comments:
Post a Comment