Kaise Pata Lagaye Articles Par Kitne Words Huye Hai - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

19 July 2016

Kaise Pata Lagaye Articles Par Kitne Words Huye Hai

Har blogger chahata hai ki uska article bade se bada ho aur quality b ho.quality blogs par adsense bhi jaldi approved hojata hai aur apka blog bhi bilkul Professional lagta hai. lekin aap likhte waqt shayad count nahi kar sakte ho ki aap kitne words likhre ho? aur ye count karna bhi sar dard ka kam hota hai.

Kahi blogger chahate hai ki har article main 1000 se 2000 tak words ho. lekin aapny kabhi socha apke article par total kitne words aur characters use kiye gaye hai?nahi na

       

Aaj main btaunga aapko 5 nahi 10 nahi sirf ek words count karne wali site jo bhot helpfull ho sakti hai aapke liye .

New bloggers ke pas jyada idea nahi hota hai words ko kitna bada rakhe lekin quality post ke liye mere hisab se 700 Words hona bhot jaruri hai agar aap se itna nahi hota hai toh 500 worda tak jarur likhe articles.

       

Best aur SEO Search main phle no. pe aane wala article 2000+ words wala hota hai jispar Keywords ko jyada use kr sakte hai google search engine ko bhi index me karne me aasanti hoti hai ki ye article kiske bareme hai

Me aapko aaj ek aisi best aur perfect site btarahu jo aapko apke article par total kitne words hogye hai btane me madat karegi.

Online Tool Jis Se Pata Lagaye Kitne Words Hogye hai Aapke Article Par

koi post krnse se phle humhe pta lga lena chahiye ki ye wrds kitne use kiye gaye hai jitne jyade words utna hi Seo pe madat milegi toh chlo iss tool ke bare me baat karte hai

Simple aur best No words idhar ka udhar sahi words ka count aur koi mistake ni WordCounter Ye ek behtaarin tool hai agar aap apne content ke wrds ko janna chahate ho toh aur me apko wordcounter hi suggest karu .


1 .Yaha jaye Wordcounter.net
      
2. ab waha jane ke baad words type kare yaa fer aapke article/content se Words Sare Copy Karke Iss box pe dalde aur apko sare words ka count kitna hua hai pta lag jayega Ab aapko sari details miljayegi .

Words Counter kiske kaam aata hai

upar maine btaya hai lekin jo new blogger hota hai usse chote articles likhne me hi intrest hota hai jab bade articles likhne ki koshish karta hai wo toh confiused honata hai ki ispar aisa kya likhe jis se post bada hojaye.

Aapko agar nahi samjhta hai kitna bada post likhna chahiye aur kaise bada banana chahiye toh aap sirf minimum 500 wrds ko use kr saktr ho aisa nahi ki agr ap bda likhna chahate ho aur uspr post se releted dusre ke bareme likhna sahi nai hai

Agar apko acha lga,ye tool or koi aapke pas aisa tool hai toh jarur comment par humhe mention karde aur koi swal ho toh ussy bhi puchle aur humari policy ko padhna naa bhule

2 comments:

  1. Better contain and nice writting. But i want to agar koi kam word use karata h to kya hoga google approve karega

    ReplyDelete
  2. Very helpful article thanks

    ReplyDelete

Post Top Ad