How to use Jio Sim In 2G or 3G Mobile Phone - Easiest Trick ever. Jio ki sim 2G 3G phone Me kaise use kare step by step jankari
Hi dosto, Jio Ko to ap sab jante hi hai Airtel + idea jaise indias femous Operators ko sirf Kuch seconds me niche ghira dene wala Jio Reliance Sim provider jise ab billion log india me 24 ghante use karte hai but reliance jio sim ki ek problem hai jio sim only For 4G LTE mobile phone me available or work karti hai. But in this post main apko bataunga ki Jio 4G sim ko 3G + 2G handsets main kaise use karte hain aasan tarika.
Agar aap indiwiki par new visitor ho to hume jarur subcribe kare aur Comment karna naa bhule mene dekha hai google par kahin log search kar rahe hain ki " Jio Sim card ko 2g or 3g phone me kaise use kare" but one of other sites ke methods kam nahi karti hai 100 tricks me se sirf 1 trick hi kam karti hai issliye aaj me tasted aur working jio ki trick (methods) share kar raha hu.
India ke PM narendra modi ji ne digital india banane ke liye free Calling all over in india me launch kiya hai jio sim ke saath but filal abhi Jio ne 2 offers diye hain. 1. Preview offer ,2. New year welcome offer ab welcome offer ki vaildity march 21st tak hai per day data 4G usage limit 1G hai uske bad internet ki speed 128kbps se kam hojaye gi aur net slow chalega. But jo bhi ho lekin hume jio reliance sim ko dill se thanks karna chaiye kyu ki aj hum apne paise bacha kar muft me internet chala rahe hai aur dusre sim network Providers ne Recharge plans ko Low costly kardiya hai yuh samjho ki jabse jio sim aayi hai tab se humare paiso ki bacchat hogayi hai aur mehenge providers ki watt lag gayi hain.
Bythe way hum bat karenge 2G or 3G mobile phone par Jio ki sim card kaise istemal kare. Me yaha par apko methods bata raha hu 100% working hai
How to Use Jio Reliance 4G in 2G or 3G Devises? Working Methods
So guys lets we start the steps to use jio sim in your 2g or 3 phone very quick and fast proccess.
Require :
Iss trick ko istemal karne ke liye aapko google playstore se inn two apps ko install karna hai. Yaad rahe aapko ye 2 apps ko download karna hai agr ap sirf ek app download karoge to trick kam nahi karegi.
1. Xorware 2G/3G/4G Interface App
2. Xorware 2G/3G/4G Switcher App
Inn apps se ap apne 2G/3G mobile phone ko 4G me convert kar sakte hain so carefully inn steps ko follow kijiye.
Steps To use Jio sim in 2G/3G mobile Phone
1. Upar diye gaye dono apps ko install karne ke bad interface app ko open kare
2. Ab apko 2G Network Mode ko open kare aur 4G LTE ko selete kare
3. Then ab 3G/4G Network mode ko open kare aur 4G LTE ko select kare.
4." Screen Option" ke niche "delay second to Make network change" par scroll karke 17 second ko select kare.
5. Ab final Step Apply option par click karde.
Now process hoye tak wait kijiye. Process khatm hone par apna mobile phone switchoff karde 10 minutes tak aur fer apna jio sim card insert kare aur mobile ko on kare. Aur 1-2 hours tak wait kare jio Reliance sim ka network apke 3G phone me aajayega. Very easy steps.
Method 2
Jio Sim 3G me Use Karne ke liye jarur bat
Reliance jio sim 3g mobile me use karne ke liye jaruri bat jio sim sirf ussi phone chalega jisme mediatek , ka proccesor laga rahega aur kitkat or Lolipop hoga.
Steps :-
● Yaha se "Shortcut Master lite" ko download kare.
● ab shortcut master lite ke " Menu button " par click kare.
● Then "engineering mode" search ka isko open kijiye
● engineering modr me LTE bands ko select kar save karde.
Now ap apna Smart phone reboot karke usme reliance jio sim card ko insert kare aur dekhe apka sim activate hojayega.
I hope ki apke 2g or 3g phone me jio 4G sim card active aur chalraha hai 100% working Jio Sim to use in 2g/3G devise diya hain. Agr apko koi sawal puchna hai to comment ke jariye puch sakte hain.
Keywords :- jio sim free, 10GB jio per day limit, jio data increase kare, jio in 2g , jio 3g mobile phone
Bro ye trick khud try kr chuke ho kya???? Ye kam nhi krta
ReplyDeleteNashin bhai,mene test ni kiya isse dost ne bata hai ki working hai. Isliye post kiya. But umeed hai agar thek se use karo to Kam kar jayegi trick
DeleteThis post is written only for views
ReplyDeletesir ye trick me re mobile me kam nhi kar rha hai mera mobile micromax smarty a25 hai 2G handset android 2.3.6 hai ise mai 4G kaise banau
ReplyDelete