Google Adsense Par New Site Aur Email Address Kaise Add Kare
Adsense Par Agar ap apna new email address add karne ke bare soch rahe hai toh ise pura padhe aur ap new mail id ya admin adsense par add kar sakte ho.
Agar ap apke ek adsense account par apne friend ko bhi add karna chate hai to ye bhot aasan hai.
Adsense Par email add karne ki jankari
Iske liye apne friend ki email id lelijiye jo ki adsense par use nahi huyi ho. Then iss steps ko follow kare
1. Allow & block ads par click kare
2. Access & Authorization par click kare
3. User Managment par dabaye
Uske bad apke friend ki email id dale jisko aap Admin/contributee banana chahte ho aur fer email dalne k bad Invite par click krdo
4. uss email ko invite krne ke baad ab aakhiri step hai jiska email adress hai usse invitation link par click krna hoga aur invite ko accpect krna padega
Jab wo accpect kardega tab ve b ek aapke adsense ka part bnjayega aur usko nikalna hai toh aap ussi page par jakar remove kar sakte ho ya fer usko adsense ka pura haqq de sakte ho "Admin" bana kar jab jo admin bnjayega tab wo apke email ko remove kr sakta hai isliye safe rahe. aur iska google adsense jeemedar nahi rehga..aap samjgye hoge kaise aur kya kiya jaata hai ab hum baat karenge new site ko adsense par kaise add/submit krte hai
New Site/blog Ko Kaise Add Karte haiAdsense ki policy sirf ek hi account ko allow karti hai aur multiple accounts ko aap nahi bana sakte ho aur agar aap aisa,karoge tab adsense ko iske bare me paata lag jaye toh apka account baned/disabled hojayega
Lekin aap apne current adsense par new sites submit kar sakte ho minimum 4-5 websites ko add kr sakte ho.lekin phle jaruri shuchna padho1. Aapki Sabhi Sites par Ek jaisi Information nahi honi chahiye ( jaise ek site par wohi same information aapki dusri site par nahi honi chahiye ) agar aap same information dusre blog par b kr rahe ho toh ap adsense ke ads ni laga sakte ho
2. New Site add karne se phle aapki site in se connect honi chahiye Google search engine,Google analyst, google webmasters,3. aur aapki site par Illegal Contents ni hone chahiye jaise Hacking, Porn sexy, se releted koi bhi jankari nahi rehna chahiye
4. aur aapke blog par 300 organic search engine aur 200 kahi se b pageviews hone chahiye per day.Aapne Adsense par New Site Or Url ko Kaise Add kare
Sabse phle toh aap apne account sw login karo aur home page par se Left side menu par click kro or agar aap mobile user hai toh inhe follow kro.1. Allow & block ads par click kro.
2. Site managment par click karo.3. ab aapki site ko dallo aur submit kardo
Done ab sab kuch hogya hai menne aapko upar screenshot diya,hai usse dekh sakte ho aur ye bhot aasan hai..jarur share kare thanks
No comments:
Post a Comment