Facebook Par 60 Din Pehle Name Kaise Change Kare - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

09 August 2016

Facebook Par 60 Din Pehle Name Kaise Change Kare

Facebook Par 60 Din Se Phle Name Kaise Change Kare

Dosto, hum jante hai fb par har cheez ki ek limit hoti hai aur koi bhi Facebook name bar bar nahi change kar sakta hai aur 60 days tak wait karna padega agar new name change karna hai toh lekin me apko bataunga how to change facebook name after reached limits  best 2 methods i mean me apko 2 easy methods bataunga fb par nam change karne ke liye

 

Facebook Par Aasani Se 60 din Pehle Naam kaise change kare

 

1. Phle me bataunga Facebook par Purana ( Old name ) kaise change karte hai

2. aur phir hum bat karenge fb par new name kaise change kare 60  dino se phle (How to change new name before 60 days easy methods)

 

Method 1

Facebook par purana name kaise change kare aasani se uske bare me bataunga

Fb par purana (old) name change karne ka matbl kya hota hai isse details se batane ki koshish karunga for example ap samjho ki abhi ap ne fb par 3 times name change karliya hai jaise

 

1. Satpal Singh ( 1 date for example)
2. Satpal Singh Dhaliwal ( 2 date )
3. Bohemia (Current abhi jo nam hai)

  

● Facebook Bina email aur number ke kaise banaye aasan tarika 
 

Toh abhi ke "Bohemia" wale naam ko change karke old naam kaise rakhe  "Satpal singh dhaliwal" or Satpal singh" ko ?

 

Agar ap (current) name ko badal kar Purane naam ko dubara rakhna chahate ho toh aapko iss method ko follow karna hai aur ye bhot aasan hai mujhe unid hai ki iska meaning samjhgye hoge.

Steps To Change Previous Name

Yaad rakhe jis id ka previous name rakhna hai wo id login honi chahiye apke browser par

 

1. Ab Yaha visit kare Facebook.com/hacked

 

Aur Password inter karke continue kare aur fer apke profile ko secure karne ke liye ek page dikhega uspar aapko Continue par click karna hai aur new password dalkar fer se continue karna hai

 

Total tasks complete karna hai .

 

1. Change Password
2. Review Activities
3. Change Name (only old)
4. Change Date of birh (only old)
5. Selete email address ( email ko selete kare jo apki hai.
6. Done Sab kuch set hogya hai

 

1. ab apka password new dalne ke baad
2. Sare steps follow karo usme ke aur jab name change karne ko kahe toh apko old name ko choon na hai jisse aap rakhna chahate ho aur fer Email choon kar Finish krdo

 .

Fer apka name changed hojayega ap is trick ko jitni bar istemal karna chahate ho utni bar use kar sakte ho 60 days phle hi nam change hojayega agar apko new name rakhna hai toh ap 2nd method ko follow karo

 

Method 2

 

agr purane name ke bajaye new name rakhna chahte ho toh ye methods apke liye hi hai ap is methods se koi bhi naam rakh sakte ho apni pasand se lekin iske liye

1. Id Proof Copy lagega ( Licance,Adhaar card,Passport,national id, school id, etc)
2. Aur Facebook ka name & date of birth  facebook id se match karna chahiye
3. Id Proof clear aur clean hona chahiye

 

Kisi id prove ki photo kichle uspar Name aur date of birth & photo clear honi chahiye aur ab in steps ko follow karo

 

1. Facebook Request to change Name par jaye aur apka frist & last name dallo (new name) 

 
2. Pick Reasion par click karke "Spelling Mistake" ko choono ya fer ap koi aur bhi region choon sakte ho apki marji se

 
3. Now Add file par phone par se id proof ki photo selete karo

  
4. Ab Send par click kardo

Change name request send karne ke baad ab toda wait karo iske liye 1-2 hours or 2 days bhi lag sakte hai agar updates dekhna hai toh settings → Support inbox → par dekh sakte ho Case "Open" or "Closed" jab Open rahega matbl abhi bhi review proccess chalra hai aur wait karna padega jab facbook name change after limit changed hone par apko email aayegi pr fb par notification aayegi ab apka naam change hogya hai

 

Friends ye thi easy two methods facebook ka naam kaise change kare agar phle se change kardiya hai ap ne aur fb name blocked hogya hoga 60 days ke liye toh aap in methods se 60 days se phle fb ka nams change kar sakte ho. Jarur share karna aur mujhe umeed hai apko ye simple easy methods pasand aaye hoge agar koi prblm ari hai toh cmts krdo me solve krta hu

Share with your friends

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad