Paytm kya hai aur Paytm Par Account Kaise Banaye - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

09 August 2016

Paytm kya hai aur Paytm Par Account Kaise Banaye

Paytm.com kya hai aur ispar Account kaise banaye jankari

Paytm ke bare me agar jante nahi ho toh aapko me yaha bataunga Paytm kya hai aur ye kiske kam aata hai aur hum ye b bat karenge Paytm par account kaise banaye aasani se

Paytm ke bare me ap ne sunn hi hoga kahi na kahi aur socha hoga aakhir paytm hai kya aur ye kiske kaam aata hai apke mann me yeh sawal aare hoge toh hum batayenge Paytm kya hai aur ispar account kaise banate hai aur kya,ye trusted hai ki nahi uske bare ne batayenge.

Paytm Kya Hai Ye Kiske Kam Aata hai

Paytm indian ki phli e-conomic  "Pay Through Mobile" website hai aur isko 2010 me Vijay Shekar Sharma ji ne khojha hai lagbag secure hone ki wajah se india me sab paytm par trust karte hai aur lakho rupy  eedhar ke udhar transfer mobile recharge kiye jate hai ..

     

India No.1 popular aur trusted & secure "Pay through mobile"  ki website hai aur isse sab use karte hai aap ispar india me kahi bhi paise transfer kar sakte ho aur kisi ke bank account par agar india me rehkar aasani se paisa bhejna hai toh paytm ek asan tarika hai aap dusre paytm users se paise hasil kar sakte ho apke paytm account par chlo me apko Paytm details in hindi me samjhaunga explain karke.

Isse Bhi Padhe Free Me Facebook aur internet kaise chalaye bina VPN apps Use kiye

Paytm kya hai ? Paytm se aap india me kahi bhi paise receive ya send kar sakte ho apna credit aur debit card use karke bina kisi extra fees ke aap mobile recharge aur bhi sare kam sirf online paytm account par b kar paoge apko iske liye koi charges nahi lagega aur ye bilkul india ki free e-©ommeric PTM he.

Ab aise company bhi hai jo paytm ko Payment ke dohar par use kiyajata hai,

Paytm Par Hum Kya Kya Pay Kar Sakte hai

Paytm par se jo chahe ap pay kar sakte ho indian me rehkar india me kahi bhi apne mobile phone se paisa bhej sakte ho sirf ap paisa hi nahi balki aur bhi sab kuch kar sakte ho paytm par aap in sab facilities features ko free me use kar sakhoge.. ..

     

1.Online Mobile recharge Prepaid aur Postpaid

2. Dth Recharge
3. Bill Payment
4. Online gas bill payment kar sakte ho
5. Paytm se shoping bhi kar sakte ho
6. landline bill
7. Data Card Recharge
8. Electricity bill Payment
9. Paytm se dusre Paytm user ko paisa bhej sakte ho
10. Paytm se paisa kama sakte ho (Only third party sites se)

Aur apko paytm ke liye active discount coupons aur cashback offers every day miljayenge Ek taraf se aisa samjho ki paytm " Paypal Account " se b ek perfect platform hai

Chlo hum ne paytm ki basic knowledge dedi hai ab hum steps ko agge badhayenge aur ab apko bhi paytm par new account bana lena chahiye online recharges aur payments ke liye.

Paytm Par Account Kaise Banaye

ek paytm account aapke life ka kam aasan kar sakta hai aur apko bhi paytm par account banalena chahiye aur ye bhot easy hai toh chaliye hum steps badate hai.

Paytm Par Account Banane ke liye Jaruri Cheeze  .

      

1. Phone number (Active phone number hona chahiye jispar OPT code ayega

2. Email address ( Iske liye ap gmail ka istemal kr sakte ho )

Paytm Par Account Banaye Steps by Steps

1. Phle Aap PayTm.com par jao aur right side par "Signup" par click karo

2. Mobile number enter kro apka aur email id fer new password create karo uske baad Continue par click kro

3. aur ab aapke mobile par OPT code aayega

1. Opt code ko enter karo

2. First name dalo

3. Last name dalkar Signup par click krdo

Signup karne par apka account banjayega apke email address par jakar verification pura kardo aur paytm karo jisse paisa bhejna hai bhejo aur credit debit card se paise paytm par add bhi kar sakte ho Securely agar apko aur bhi paytm ke options chahiye Bank transfer toh Paytm ka android app download karlo

Me umeed karta hu apko ye article pasand aya hoga aur paytm details in hindi me jankari milgayi hogi aur aj menne apko paytm kya hai aur paytm par account kaise banate hai uski jankari share kar diya hu agar koi sawal puchna hai toh puch sakte ho.

Share with your friends

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad