Adsense Ad Balance New Feature Ko Istemal Kaise Kare Aur Isse Apki Earning Kaise Increase Hoti Hai
Hi Dosto, aaj hum baat karenge google adsens eki new feature ke bare me jiska naam Ad balance hai ye Adsense ne specially Publishers ke liye Design kiya hai and iss se hum apni earning boost (badha) skate hai ye simple feature humari bhut help karta hai Earning increase karne mein aur Faltu ke ads ko nahin dikha kar sirf ko jaruri and high pating ads hai unhe hi show karta hai.
Ye feature Bilkul new hai aur ad balance use kaise karte bilkul simple hain pehle hum janty hai ki ye kis kam aata hai aur iske kya fayde hai.
Adsense Ad Balance Use Kar Earning Kaise Badhaye
Adbalance naam ka ye feature humare liye bhut hi profitable sabit hota hai kyu ki jab bhi hum low cpc low paying ads ki bat karte hai tab humesha tention rehti hai ki adsense ki cpc kaise badhayi jaye lekin ab humara kam aur b easy and simple kardiya hai adsense ki team ne hume permission di hai ad balance ki help se hum Low paying ads ko Cut Kar High Paying Ads ko Show kar sakte hai apni blog.
Note :- Ye feature se pehle aap apni adsense ki theme UI jarur change karle uske liye home page par jo "Try It Now" ka option aara hai uspar jakr new theme ko active karle jo ki full impressive hain.
Adsense Ad balance Ke fayde
1. Ad balance Low Jo ki naa ke bara bar pay karte hai unhe nahin dikha kar sirf high paying ads dikhata hai.
2. Low cpc ads ni dikhane se Apni CPC boost hoti hai aur earning badhjati hai.
3. Impressions Me Badhawa milta hai.
4. Only wohi ads show hogi jo apke liye profitable hain.
● Blog ki Organic Search Visits Traffic Kaise Badhaye - Search Consule
Aap hi socho agr 100% ads me se sirf 40% ads hi pay kar reh hai toh bakike faltu 60% ads dikha kar kya fayda Jabki apki earning 40% ads show hone me 100% hoti hai toh fer bakike Ads dikha kar koi fayda nai.
Adsense ki earning ko boost karne ka bhut greatfull Google adsense ne Adbalance ka feature add kiya hain. Isse hume todi bhut rahhat milegi aur High Paying Ads hi apni blog par dikhegi.
Chlo mujhe lagta hai aap samaj chuke hai toh hum aage steps by steps ki our badte hai aur jaanty hai ki adsense ad balance ko use kaise kare aur apni eastimed earning kaise badhaye.
Lets start:-
1. Google adsense par login kare aur Left side menu par click kare aur ab "Ad balance" par click kare
2. Now adsense ad balance ka new feature main apko estimated earning ki aur ads showing ki % percentage show hogi.ab ye ap par nirbhar hai ki aapki ad fill ate konsi best sabit hogi in my case mene adfill rate percantage 45% rakha hai aur estimated earning 100% hai .aysa nahi hai ki har kisi ke adsense ad balance ki percantage same hoti hai aysa ni hai har kisi ki aalag hoti hai so aap apne hisab se Ad fill rate ka % choone jispar 100% estimated earning ho aur ads ka apke hisab se jitna marji lekin ye ap pe depend hai ki apko estimated earning kitne ads % se hogi agr aap apne blog ke liye estimated earning 90% aur ad fill rate 40% hai toh ye bhi best hai kyu ki high paying ads hi show hogi apki blog pr.
Tip:- estimated earning 100% hi rakhe aur bakika aap adfill rate jitna ho sake utna kam rakhe.
3. Ad fill rate (potential ads) ko kam karne se jabki apki earning 100% hoti hai toh apko jaldi ad fil rate ko kam kardena chaiye iske liye apko "Slider" ko move krna hai aur jo best ad fill hai uspar set karna hai jiski estimated 100% ho (aisa karne se only high paying ads apni blog par show honge)
So ad balance new feature se ap apni earning ko 20% increase kar sakte ho low cpc ads block hojayegi matlab ki only high cpc ads dikhegi aur jo bekar ke ads hai jinse humhe koi munafa nai hota wo ads nahin dikhenge.
In Easy Words :- Iss Feature se Aap Low Cpc ads ko Nahin dikha kar High Cpc ads ko Dikha sakte ho iske liye apko slider se apne hisab se ads kam dikha kar 100% estimated kar sakte ho.
Final Words :-
I hope dosto aapko ye post samaj aagya hoga main umeed karta hu ki aapko pasand aaya hoga ad balance feature ko kaise istemal kiya jata hain jaruru comment kar apni opinion share kare
Tags :- Ad balance , adsense , Increase CPC, Features , earn 50$per day