Adword Google ki ek bhut badiya servise hain agar aap apni blog ke ads google search me dikhana chahate hai toh me aapko suggest karunga ki adword ko hi istemal kare google adword bhuf femous advertiser network hai mean ap apni site ke ads google par dal sakte ho agar aap apki site ko promote karna chahate ho to google adword bhut hi madadgar sabit hain Adword search engine me apki site ke ads show karta hai aur isse apki traffic bhi increase hoti hai Apni blog google pe share karna hain to adword ek achi servise hai
Apke budget ke hisab se apko paying karna hota hai but sabse behtaar advertising adword hai ispe aap apni site ka promotion kar sakte ho Google Search engine par adword par aapki site promote krne ke liye aapko sirf keywords add karne hai jo apki site ke topics se releted ho for example "earn money" toh aapke keywords hone chahiye "make money , Online Earn money, etc jab aap ye keywords dalloge aur tab koi google search me ye words search karta hai toh aapki ad google ke frist me show hoti hai
Google Adword Kya Hai Aur Ye jaruri kyu hai
Google adword ek online advertising site hai jo ki aapko apki site ke ads google par show karne ki servise deti hai jab bhi keywords jab koi search karta hai agar apke adword k keywords search keywords se match karti hai tab google ads show karta hai apke site ke
Agar aapko aapni site ko google par show karna hai to aapko iske liye google.com/adword par new account bana padega then aapko aapna ad bana kar payment karna hai fer aapke ads google search me show hoge aur isse apki traffic badhegi
Jab koi apke site se releted keyword search karta hai toh aapke ads searvch result me aisa show karti hai niche pic dekhe
Google adword ek right place hai jaha aap apne budget ke hisab se advertising kar sakte ho india me
Aur jab koi apke ad ko google me dekhkar click krke site open krta hai tab aapko sirf ussi ke paise dene hai (CPC) aap adword me apni marji se cpc rakh sakte ho so dont worry kuch paane ke liye kuch khoona padta hai
NOTE :- agar aap adsense use karty ho apki site par toh adword apke kisi kam ka nahi becouse adsense kharide huye visitors ko allow ni karta aapki safty ke liye agr ap adsense istemal karty ho toh aap adword mat use kare (kahin se bhi traffic mat kharide) bcoz ye adsense ke terms & policy ke khilap h
Dosto aajke liye itni hi jankari adword me aap apni site ko google search me promote karle aur apki site share kare i hope ki aapko samjh aagya hai adword kya hain
No comments:
Post a Comment