Hi dosto aaj hum janenge ki alexa rank kya hai aur alexa rank kya kam karta hai me apko iske bare me batane jara hu aur aapni site blog me alexa rank widget (code) kaise lagaye friends alexa rank bhut popular site hai google analytics ki traha Alexa bhi site ke bare me ranking aur jankari batata hai aur ye bhi bata ta hai ki future me apki site aage kitna badegi aur kitna ghategi alexa bhut helpfull sabit hota hai ranking badane ke liye alexa ke kahin fayde hai internet par google analysis se best and powerfull features available kiye gaye hai free or paid chaliye hum janty hai ki alexa rank kya hai aur alexa ranking ka widget (gadget) blogger par kaise lagate hain.
Alexa Rank Blogger/Site Mein Lagana Kyo Jaruri Hai?
Alexa Rank ke kahin fayde hai ek to aapki site/blog ki popularity pata chalti hai aur jab koi visitor apki site mai aata hai to wo alexa widget par apki ranking dekhkar samjhjata hai ki aapki blog bohut hi popular hai jisse ki uss user ka aapke site ke upar trust aur bhi badhjata hai iske fayde tob bhut hai agar aapki ranking 100,000 hai worldwide main toh aap samjhiye ki aapka blog banana sussesfull profitable raha hai alexa aapki ranking and bonuse rate sab details deta hain jisse aap apni blog ko aur bhi improve kar sakte ho.
Alexa Rank Kya Hai?
Google Analytics ki taraha Amazon.com ki company ne Alexa Rank ko launch kiya 1996 mein aur ab bhut femous hone ki wajah se ispe jo free features te ab wo paid ho chuke hain but Jyadatar features free hain
Alexa rank hume apni blog ki puri sahi jankari deta hai world aur country me apka blog kitna femous hai aur kitna rank hai saathi saath mein aapke jyade visitors google search se aare h ya fr social site se apko iski jankari b milegi free main
Bonuse rate kitna hai aur koun kitni dheer tak apki site me teertah hai and ek din me kitni dheer tak log apki site me rukta hai aur aapki blog se sambadit sites konsi hai aasan se sabdo me me aapko list bata hu alexa rank kis kis ki jankari deta hai
Alexa Rank Kya Kaam Karti Hai Jankari?
Alexa Ranking Se aap apni site ke bareme every information jaan sakte hai me yaha aapko batara hu kya fayde hai ranking k kya kam aati hai alexa ranking.
1. Alexa rank hume humari blog ki kitni ranking hai worldwide me aur country me iske traffic ranking k bare me batata hai
2. Humari blog me kitne females and males or 18saal ki kam umar ke visitors kitne aate hai
3. Konsi country me aapki site popular hai aur kitna rank hai
4. Duniya me kitni popular hai aur kitni ranking hai ye bhi pta chalta hai
5. Humari site par visitors kidar aur kaha kaha se aate hai
6. Visitors humari site me kitni dheer rukte hai kitny samhy tehrty hai
7. Daily humari site kitne dheer tak use hoti hai
8. Visitor daily humari site me kitne dher visit karta hai
9. Apni site ki traha (jaise) similar site kitne hain
10. Humari kab aur kitni incame hoti hai iska bhi pata chlta hy
Ayse aur bhi kahin features hai but alexa jyada popular hone ki wajah se ab kuch features paid ho chuke hai
Alexa Rank Me Account Kaise Banaye
Free main alexa par account banaye per accont mai sirf ek site hi submit kar sakte ho agr aur b site add krna h to aalag aalag account se sites submit kar sakte ho.
Alexa me aap facebook se bhi login kar sakty hai chalo janty hai alexa rank par account kaise create kare free main and alexa code ko apni site par kaise dalte hai jankari
Step 1
Alexa me 7 days free trial pack hai isliye apko daar ne ki jarurat ni koi ek pack choone aur Iss link pe jakar alexa par signup kare
1. Frist name & last name sare details sahi se dale all details aur aapni email address all details fill kare sahi se aur "Create account" par click krde
2. Ab apki gmail me ek email aayegi uss email par activation link milegi uss link me jakar alexa par email verify kare
3. Alexa verification link par click karne k baad apna new password create kare then submit password karde
4. Ab Aap Billing address wale page par redirect hojaoge abhi aapko sahi details fill karna hai aur Payment method selete karna hai Paypal or Debit card se aap payment kar sakte ho but 7 days free trial hai so aapko iske liye pay karne ki jarurat nahi hai sirf aapko apna debit/credit card k details dalna hai (its safe aapke paise nahi cut hoge 7 days free trial hai jab 5 days complete hojaye à ap iss plain ko cancle karde)
Only aapko payment method add krna h fr jab 5 days hojaye tab apko ye plan cancle krna h jisse paise nahi cut hoge
5. Done ab aapko aapni site ko alexa me add karna hai aur aap kuch hi minutes or hours me puri jankari hasil kar sakte ho jaise ki maine upar bataya hai
Alexa Rank Widget Blogger ya Site Mai Kaise Add Kare (html code alexa Rank)
Alexa box ka ranking aap agr apni site par add karna chahate hai to ye bilkul free hai iske liye aapko alexa par signup karne ki koi jarurat nahi sirf Alexa rank HTML/javaScript code ko Aapki site par paste karna hai aur Alexa rank widget apki site par show hoga.
Copy & Paste Alexa Rank Code To your Blog
Idhar se iss box me se Code ko copy karle lekin "indiwiki.in" ko aapki site link se replace kardijiye
Code ko copy karke jaha apko paste karna h waha karle
Blogger Me Alexa Rank kaise Lagaye
1. Aapke blogger par login kare then "Layouts" par jaye ab footer me jakar "Add A Gadget" par click kare
2. Ab gadget ki list me se "Html/JavaScript" par click kare
3. Ab jo alexa Code ko yaha se copy kiya hai usse uss box me paste karde then save it par click kardijiye.
4. Sussessfully alexa rank widget apke blogger ya site me show hone lagjayega aur aapki site ki ranking ko bataye ga ek imagine ke roop me then har koi apki worldwide ranking ko dekhsakta h ye bilkul free h
Alexa rank ka widget aap bina signup kare apni blog par add kar sakte ho html code ko apni site me dalne par sari rank show hogi. Me umeed karta hu ki apko ye post acha laga ho and aur koi jankari ke liye humara blog jarur visit back kare thanks
Keywords :- Alexa rank widget, signup alexa, alexa rank kya hai, Free alexa 30 days trial pack ,Signup alexa without credit card ,alexa trick ,alexa rank html code to put on site
Learn to troubleshoot Amazon Alexa and alll technology
ReplyDeletevisit here: www.supportey.com