2017 - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

22 May 2017

dream11 kya h or esse paisa kese kamaye ??

04:31:00 3

Dream11 kya h or usse paisa kese kamaye ?

Aj hum logo fir se apke sath ek esse app share krne ja rhe h jesse ap log ghar bethe lakho kama sakte dosto jesa k ap sab jante he h , hum log apko onkie kamiye krne k sahi tarike baatate jo hum log khud personallly use kr chuke h or jesse hum logo acha earn kr rhe h so dosto dream11 ek essa app h jesse ap sirf match k pretiction krke ghar bethe lakho kama skte h agar ap ke pas bahot ache knoledge ho cricket h to h doato y app apke leye h or h , vo logo jeko jada knowlede nahe h vo tension n le hum logi ap ko daily safe and winning team denge jesse agar apko cricket k gyan n bhi ho to ap acha kamai kr skte h dream11 fantasy cricket expert team .

dream11
Dream11 se paisa kese kamaye ?

dream11 se paisa kese kamaye :-

  1. Pehle app download kro dream11 pro apk .
  2. Ab app ko install krke open krle .
  3. Register pe click kre 
  4. Ab apke samne dream11 p register krne k leye page open hoga    apna email and password dale ab register p click krne s pehle invite friend p click kre agar ap invite code nahe daloge toh apko 100₹ sign up bonus nahe melega .                         (Invite code = LOOTS3UV )
dream11
Invite code yad se dale nahe to apko 100₹  bonus nahe melega .

5. Invite code dalne k bad  register p click kr k apan account bana le.

6.  Now verify you'r email od and phone no. To get 100 free cash.


Dream11 me fantasy league kese join kre ?

  • Apna dream11 ka account open kre .
  • Dashboard me dekhe aj konse match h  
  • Or apko jes match me team dalne h us match p click kre
  • Ab vaha bahot sare league arhe h hoge unme ae koi bhi join kre 
  • Ap ke pas jetne paise h or jetna k match khelna h usje hisab se league join krle 
  • Fir apne team bana le 
  • Ab match start hone k wait kre .


Final words:-  dosto ap log abhi etna krke team bana k league join krlejeye and hum log apko daily dream11 k winnig team suggest kra krnege or agar dosto apko hamara y post  pasand aya ho to share kre agar ap logo k sath rhega to hum log FREE RECHARGE TRICK esse h age  dete rhege agar kese ko koi dout ho to ap log commt krke puch skte h .


  • Best of luck
Read More

20 April 2017

Blog Banane ke bad adsense ke liye kab apply kare killer Tips

02:20:00 1
Adsense par Frist Attempt Par Account Approved Kaise karaye ? Killer Tips 
adsense apply kare blog complete hohe bad
When Should i apply for adsense


Dosto hinglish aur hindi bloggers ka income karne ka sabse jada main source adsense hai par new beginners bina kuch soche samjhe hi apna account jald bazi me adsense par apply kar dete hai aur iska natija unhe badme malum padta hai to aj me apko is post par batane jara hu ki blog banane ke bad Adsense ko ek din me approve kaise kare Top Killer Tips
 
 Me ye bolra hu ki new jo bloggers hai vo apna blog banane ke 2 din bad adsense par apply kr dete hai bina uski terms ko padhkar apply karne se uska result ye aata hai ki apka application reject or disapproved hoja ta h. So in this post apko aysi best tips dunga jinhe ap follow kar apna account bhot jald approved krwa sakte h.
       
  TOP KILLER AND EXELENT TIPS TO GET ADSENSE APPROVE WITH IN A DAY 
           
Dosto adsense ki terms aur policy ko ignore kabhi mat karna kyo ki ise ignore karne se humara nuksan hota hai adsense ki tarah chitka , bdvertiser advertise jaise aur bhi networks hai lekin sabse jada high pay karne wala source sirf adsense hai aur hum sab b adsense se paise kamana chate h.

But adsense par humara account approve nai hone ke karan har ek blogger janna chata hai. But apko nerash hone ki jarurt nai becouse ap apne blog par basic sudhar karke adsense pr acc approve kra sakte ho.
           
  1 . New Blog Banane Ke Bad Kya Kare 
  • Blog ko bana kar apko sabse pehle uska design change karna chahiye agar apka design kharb dikhega to apka b blog par posts likhne ka mood kharb rahega isliye ap sabse phle apne blog par SEO friendly Responsive Template Ko laga lijiye.
  • Bloggr par acha design laga ne ke bad Jis topic par apko jis topic par posts likhne me best lagta h us topic par Posts likh di jiye. 
  • Post ko jada se jada bada likhne ki kosish kare mera matlab ye nahi ki ap kuj bhi likhte jao etc etc i mean ap vo likhe jo apke topic se related ho. Mera matlv post par topic ke bare me ache se samjhane ki puri kosish kare aur ye kosish kare ki apki post 500 words se jada ho na ki kum.
  • Blog par jitne posts likh sakte ho likh dijiye iske liye chahe apko 6 din 10 din bhi kyo na lag jaye lekin ap posts jada se jada likhne par dhayan de ( Min. 30 posts )
  • Post par featured image use karna mat bhule kyo ki ye bhot important source hai blog ke post ki quality badhane ke liye featured image ko apke post ke top par hona chaiye     
      
Adsense Par Apply karne Se phle ki jarur Tips
           
Hum jab adsense par application submit karte hai tab humari blog par adsense ki team review karti hai sabse pehle vo blog ke design aur Posts ki quality , Important widgets , Important Pages  ko dekhti hai agar apke widgets etc requirment ke hisab se nahi rahegi toh apka application Disapprove hone ke bhot chances hai
     
  Important Pages 
     
  • Jaruri pages add karna mat bhule jese ki "Contact us' " About us " Privacy Policy " ye teen pages apke blog ke footer par hona bhot important h.        
       
Important Widgets 
       
  • Widgets kya hai ye to hum sab jante hai lekin sabse jada important widgets konsi hai vo bhi jaan lete hain.
  • 1. Contact form (Apke vistors ko apse contact karne ka asan tarika)
  • 2. Most Popular post ( ye widgets bhi important hai )
              
CopyRight - Do Not Copy Paste 
          
  • Agar ap sochre hai ki kisi dusre ke blog ki posts ko copy karke apni blog par paste krne se humari posts compelete hojaye gi aur traffic b milega but apka ye thought tottaly wrong hai kyo ki Adsense ki team apki blog ko scanning karke copyright ka pata aasani se laga leti hai.
  • Agar apke blog par ek b post kisi aur ke blog se copy kiya hua hai toh ap adsense se income karne ke bare me bhul jaye.
  • Mera matlab ye hai ki ap apni kudki posts ko likhe. Kudki post likhne par hume ye realize hota h ki iske hum kud owner h aur ye hum ne kud is post ko likha hai. ( jindagi me shorcut kabhi na le) behtar yehi hai ki kisi aur ka kam kharb karke apna kam badane ki kabhi mat soche aysa karne ap kud kabhi bhi sussesfull nahi banege iss bat ko sirf me nai kehra ye bat ap dusre bloggers ke post par bhi dekh sakte ho.
  • Dusri imprtant bat . Blog post par photo google se copy karke mat dale. Apko free copyright ke photos provide krne wali bhot c sites mil jaye gi.
               
Dusre advertisers ke ads 
        
  •  Adsense par apply karne se pehle dusri adnetwork ke ads nikal de
Sub domain 
       
 Apke blog ka subdomain hai jese ki abcdefgh.subdomain.com ya abcdefgh.myntra.com toh adsense ise accpect nahi krta apka domain istra ka hona chaiye apkadomain.com
             
  #Adsense Ke Liye Kab Apply Kare? 
             
 Ye question har koi puchta hai iska javab ye hai ki ap jab upar diye gaye steps ko sahi se follow karege tab ap adsense k liye khushi se apply kare. Aur i hope ki apki site bahut jald approve ho jayegi.
   
 ● adsense ke liye kab apply kare uski puri jankari Terms and policy in hindi
     
● adsense par account kaise banaye step by step

 Dosto agar aap in steps ko carefully follow karege to apka account jald approve hoga. Actual me ye mera experiance hai ise me kud try kar chuka hu. Aap bhi jarur try kare aur jada nerash mat hoyi hai. Thanks
Read More

19 April 2017

Chitika Kya Hai Puri jankari Aur chitika se Kaise Paise Kamaye - adsense alternative

06:51:00 2

​Chitika Kya Hai Aur Is Par Apna Account Kaise Banaye
   
Chitika Par Account kaise banate hai
Chitika Kya Hai? Account kaise banaye

Dosto chitika ek advertising site hai aur ye bhi bilkul adsense ke tarah ads provide krti hai ispar hum apna account  bana kar apni blog par ads dikha kar income kar sakte hai toh aaj me apko bataunga ki chitika kya hai ye kaise kam karta hai chitika par account kaise banaye
     
  Chitika Kya Hai Aur Ye Kaise Kam Karta Hai
     
  Chitika adsense ki tarah advertising adnetwork hai ispar hum apna account bana kar ache paise kama sakte hai lekin adsense sabse high pay karne wali site hai lekin agar apka adsense account kisi karan se approve nahi hota hai toh ap bdvertiser aur chitika ke ads se income kar sakte ho. Advertisers apne bussness ka promotion karne ke liye chitika ko ads dikhane ke paise dete hai aur chitika hume unke ads apni blog site par lagane ka commsion deti hai. Isse humari income hone lagti hai.
     
  •  Jab koi visiter humari blog par aata hai aur vo ads ko dekhta hai Agar apne ad pat  click karta hai toh hume CPC Cost per click ke hisab se per click ke 0.10$ se 0.20$ tak earning ho sakti hai lekin aysa sambhav tabhi ha jab agar ap apni blog post par high quality posts aur high paying keywords istemal karege 
                  
Chitika india me kaise Payment karta hai 
     
 Jab humari earning chitika par 50$ (min) se jada ho jati hai jab hume Payoneer account par paise bhej diya jate hai .
  • Payoneer online secure payments receive karne ke kam aata hai aur ispar fees bhi bhot cheapest hai agar apke pas payoneer account nahi hai toh abhi Payoneer account create kare .
 
 Chitika Par Account kaise banaye Step by Step 
         
 Chitika par account banana bahut simple hai iske apko sabse pehle chitika.com par jaye aur Signup par click kare.
   
 1. Signup par click karne ke bad apki email address dalkar fer Go par click kare 

  • Apki email par verfication link aayegi uspar jakar apka account verify kardi jiye
2. Ab apko ye Application complete karne ke liye form bharna hai (Sahi details hi dena) 

  • Frist name apka pehla nam
  • Last name apka surname Ex. Singh,kumar 
  • Username ispar apka username rakhe ex. Satpal143, Satpal_singh
  • Password yaha par passwrd dale acc login krte samay pucha jayega
  • Confrim password dubara se paswrd dale
  • Country agar ap india ke hai toh india select kare
Ab Submit  par click kar dijiye iske submit hone ke 2 hours ya 24 hours ya fer 2 din tak samay lag sakta hai. Aur apka account approved hojaye ga.
     
  Chitika Par Ads Kaise Banaye 
   
Ads format banana bohut easy iske liye apne chitika account par login kare.
   
 1. Ads par click kare aur Get adcode select kare  
     
 2. Ab apke samne Adcode ads ka preview aur Ads ke options sizes (formats) dikhayi dege apko jo ads select krna hai usko chunli jiye aur fer Get Adcode par click kare. 
     
 3. Ek popup window khulegi uspar se Adcode ko copy kar di jiye. Ab us adcode ko apni blog ke pages ya side bar par dal de.
             
  Blogger par Chitika ads kaise lagate hai 
       
 Go to blogger.com aur login kare.
   
 1. Blogger ke "Layouts" par jaye aur sidebar par "Add Gadget" par click kare
   
 2. Iske bad "HTML/Javascript" par click kare aur apke chitika ads codo ko us box par paste kar ke save kardi jiye. Dosto ye thi chitika ke bare me jankari actual me chitika payment monthly krta hai and achhi bat ye hai minimum threshold 50$ hai aur ispr apka blog jaldi approved hojayega even apka traffic zero kyo na ho.
 
 ● Uc union kya hai Bina Blog/Site ke paise kaise kamaye
   
 ● Sharepop par apps promote karke paise kaise kamaye
 
I hope friends ki apko ye article acha laga to comment kar ke jarur bataye chitika kya hai hum ye jan chuke hai .paisa kaisa kamate hai janne ke liye make money wale label par jaye thanks.


Read More

15 April 2017

Sharepop Se Paisa Kaise kamaye - Uc union Alternative

22:19:00 5

Uc-union Alternative Sharepop Full Review
  
uc union kya hai ise paise kaise kamaye ye humne pichli post par iske bare me details se bata diya tha lekin uspr sites approved nahi hone ke reason se ap earning kar nahi sakte ho. Uc me sites approved nahi hori hai ye har kisi ki problem hai aur har koi uc se pesa kamana chata hai kyo kibye trusted alibaba ka group hai. Lekin aaj ki iss post par me apko bataunga uc union ki tarah ek site ke bare me details dera hu jahapar ap unlimited earning kar sakte hai apps ko promote karke.
 
Uc Union Alternative Site - Sharepop
   
Sabse phle hume ye janna jaruri hai ki CPI Model (apps sharing) Program kya hai cpi ka full form "Cost Per Install"hai aur ise ap android,ios,iphone,ipad ke apps ke installs krwa kar money earn kar sakte hai.
   
CPI model bhot hi easy hai hume sirf app ki affilate link ko apne friend ya facebook Groups, Blogs par share karna hota hai jab apke friends apki affilation link se koi app install karte hai toh apko uss app ka commision milta hai 1$ to 5$tak per app install.
    
Ap ye jan gaye ho ki cpi kise kehte hai ab hume ye janna hai ki Sharepop kya hai.
    
What Is Sharepop And How To earn Money by sharing apps
    
Sharepop - uc union ki taraha hai lekin system diffrent hai ispr ap compaign ke liye turant apply kr sakte hai aur isme $$ ke jaga Points milte hai lekin isme achi bat ye hai ki apke pas blog/site nahi hai toh b ap ispar earning kar sakte hai.
     
Minimum Payout kitna hai? Sharepop kaise Payment karta hai
    
50$ (5000 points) jab apke acc me 5k points hojayege tab apke points bank wire ya paypal ke through Apko send hoajyega. Aur iske liye 2 weeks lag sakta hai.
     
1 point equals to 0.01$  . So 100 points equals to 1$ .
    
Uc Union V/s Sharepop
  
Dono me se better sharepop hai me yeh nahi kehra ki uc better ni h balki me yeh kahra hu ki uc me sites approved hoti ni hai aur uspr jada features bhi available nahi hai. But sharepop me aalag aalag earning ke tarike hai.
  
Sharepop Par Account Kaise Banaye aur 10$ Signup Bonus Kaise Paye
  
Signup and get 10$ bonus on sharepop. How to get started lets go ahead.
  
1. Sabse phle Signup Page  par visit kare ( Note- 10$ bonus only isi link se signup karne par milega ) and use this coupon  at the refferal section - 775f9986 .
   
2. Ab apki details email and username aur password enter karke signup par click kare. (Social media se b signup kr sakte h)
   
3. Signup hone ke bad apki email ko verify kare aur "Campaigns" par click kare. Aur jo ap apke liye suitable h uspr click karde.

      
6. Iske vad dusri page open hogi uspr app Geo dekhle then "Get Tracking link" par click kare.
      
7. Ab apke samne Tracking ki affilate link dikhayi degi usko copy karli jiye.
     
Ab uss link ko fb pages or blogs par share kare uske bad apki earnings hone lagegi.  And Us link par per click ke 5 cents bhi milega toh hai na amezing tarika.
    
   
Features -
  
● friends ko refferal karke friends ki 10% earning 6 months tak apne acc par kr sakte h.
   
● Premium Apps ke liye apply kare aur 100 points ke apps ko promote kare.
   
● Live Earning Reports ( Matlb ki apki installs ki report sahi time par dikhegi)
   
I hope friends ki apko iss post se tohdi bhot help mil jayegi..apke friends ke saath jarur share kare takki vo bi pesa kama sake. Sharepop fully mobile responsive hai . I hope ki sharepop se paisa kaise kamate hai apko post pasamd aya hoga ap ise unlimited earning kar sakte h. Thanks

Read More

13 April 2017

Facebook Par Continue Reading Link Kaise Add Kare

02:14:00 1

Hi dosto mene facebook ke bare me phle b bhot tricks ko share kiya hai jise aap facebook categery par jakar dekh sakte ho aur aaj ki iss trick me hum jaanege ki facebook post par Read more or Continue Reading ka link kaise add kare manually. Actually friend ye trick bhot simple hai iske liye fb ke code use karne hote hai vo kaise chaliye jaanty h.
    
Facebook par apna page/Group promote karte huye apne dekha hoga vo apne post par read more ya continue ka link add kar dete hai jab hum us link par click karte hai toh hum seeda unke page/group par redirect ho jaate hai aur ise apka page  likes aur group members badane me bhot help milti hai. Saval ye hai ki hum fb par kaise Continue reading ka link add kare,?chaliye jante hai.
  
How To Add "Continue Reading" Link with Custom Message/title
   
Iske liye hume sabse pehle ye pata karna hoga ki page ya group ki "id code" koi nikalte hai uske liye aapko te steps follow karna hai.
   
Page ki id kaise nikale
  
1. Page ki settings par jaye aur Uski Url ko copy kare then jo numbric me code hai usse copy kare vohi apki page id hai
Fb.com/pages/settings/5882555787363
Tip :- agr apke page ka username hai toh apko page ki id nikalne ki koi jarurt ni.
   
Fb Group ki id Kaise Pata kare
   
1. Kisi bhi group ko open kare aur "fb.com/groups/16446738855864   iss numbers ko copy karke note pad par paste krde.
  

Fb Post Par Read more Ya continue Reading or Next Page Link Kaise Add Kare

1. Sabse pehle iss code ko copy kare

@[Page/Group Id:0] Your Message @@[0:[Page/Group Id:1:continue reading…]]

2. Iss fb code ko copy karke note pad par paste krde aur fr  Page/Group id ko replace karke apke page ki id ya grup ki id ko daldi jiye.

For example


@[16446738855864:0] apka Message @@[0:[16446738855864:1:continue reading…]]

Uske bad fb par jao aur kisi page ya timeline,Groups par isse Post kardo.


Then jab bhi koi continue reading par click karega vo apke group ya page par redirect hojayega.

 

Dosto ye trick bhot simple aur easy hai ise koi bhi istemal kar sakta hai ise use karke ap apke page likes increase kar sakte ho.
   
Umeed hai ki apko ye post acha laga hoga agar koi sawal puchna hai toh comment par jarur puchiyega

Read More

Paytm Kya Hai Ise Istemal Kaise Kare Step by Step

01:16:00 0

Paytm kya hai ap sabhi jante ho lekin paytm use kaise kare aur bank par paisa transfer or receive kaise karte hai iske bare aaj hum is post par bat karenge yadi ap paytm par new user hai toh aapko Paytm par paise add karne me dikkat aarahi hogi aysa aksar hota hai new users ke liye unhe confusing hone ki wajah se vo paise paytm par dal ni sakta kyo ki unhe paytm par money add karna nai ata lekin iss post ko post kar aap jaanjaoge ki paytm use kaise karte hai.
   


Dosto paytm online servises ke liye bhot helpfull sabit hora hai aur hume ab online shoping , flight ticket book, Movie tiket , Recharges , DTH , Bill Payments , Aur online website ke liye domain v paytm wallet se kharida jara hai kyo ki paytm bhut simple aur aasani se use hone wala e-commeric (e-wallet) hai jisko india ka har ek naagrik istemal karta hai aur karna chata hai.
  
Paytm Ke Features aur Fayde
  
1. Paytm se hum recharge kar sakte hai prepaid ya postpaid aur DTH,Google play voucher .
   
2. Payments send aur receive karna ab aakhon ke palke band chalu hone jitna aasan ho chuka hai.
  
3. Paytm to Paytm users Money send Kar sakte hai.
 
4. Paytm Wallet Balance ko Kisi ke b bank par transfer kar sakte hai (without fees)
 
5. Paytm par cashbacks Aur offers active karke hum paisa save kar sakte hai.
  
6. Online bookings bus, Ticket, Movie ,flight, train
  
7. Online hum Bill payments aur Gass payments Kar sakte hai.
  
8. Paytm ko India ki all sites payments ke dwara accpect karti hai.
  
9. Paytm se hum online webhosting or domain bhot aasani se buy kar sakte hai aur apna bussness aage tak badega.
  
10. Online Paytm se trusted sites se shoping kar sakte hai aur online paytm se paisa bhi kamaya jara hai.
  
Slide App se paytm cash kaise kamaye
  
Dosto paytm ke every tarike se use hona shuru ho chuka hai chaiye ap apke naajik dukan par ja kar koi product ya saman karid kar usse paytm se paise bhi pay kar sakte hai.
    
Future me Paytm wallet ab Paytm payments bank bhi launch karega so jahir c bat hai ki aap paytm ka debit/credit card bhi hasil kar sakte hai pass book ke saath aur apne paise paytm ke bank oar jama  karke monthly (biyaj) se apni income kar sakte ho.
   
Chlo dosto ap jan gaye ho ki paytm kis kis ke kam aata hai av hum jaante hai ki paytm ko use kaise kare.
   
Paytm Wallet Par Paise Kaise Add Kare?
  
Agar hume online shoping ya recharge karna hai toh apne pas paytm par balance hona bhog important hai agar paisa ni hai toh hum debit / credit card se paytm par cash add kar sakte hain.
   
Paytm par money add karne ke bhot se options hai jo option apke layak hai ussi method se ap apna bank ka paisa paytm pr dal sakte ho.
     
How To Add Cash On Paytm
   
Iske liye apke pas paytm ka app hona jaruri hai aur apke android phone ja "Webview software" updated version par hona chaiye.
       
1. Sabse pehle Paytm ka app open kare then "Add money" par click kare.
      
2. Apna amount enter kare aur "Add money" par click kare.
       
3. Ab apko money add karne ke option dikhayi dega.
    
A. Debit ,B. credit, C. Net banking , D. UPI
     
Iss 4 options se aap apna option chun lijiye . Mene debit ko select kiya hai ap koi bhi option ko select kar sakte.
        
4. Ab apke debit card ke details ko enter kare.
     
A. Card No. Is par 15 digits ka number enter kare jo apke card ke front side me rahega.
    
B. Expiry Month/Year. Atm card ke front side me dikhayi dega usko paytm pr dale.
     
C. CVC Security code. Ko aap atm card ke back side me dekh sakte hai 3 digits ke no. Ko cvc par enter kare.
     
Uske bad Pay now par click karde.
        
5. Ab apke bank provider ke page par redirect hojaye ge ab apke bank pr jo registered no. Ta us no. Par OPT code aayega us code ko enter karke Submit kare
        
6. Aapka paisa paytm par add ho chuka hai apko 'Sussesfull" Ka page dikhayi dega toh samjh jaye ki paisa add ho chuka h..
   
FAQ : Question and Answer
   
Q. Paytm Par Paisa Add Nahi Hua lekin Bank Se Paisa Cut Gaya hai?.
    
A. Apko iski fikar karne ki jarurat nahi hai aysa kisi network issue ya bank issue se bank paisa cut ho jata hai lekin paytm par add ni hota.but paytm apke paise refund kar deta hai 7 days ke aandhar isliye apko peso ki tention nai lena chaiye.
    
Paytm Ke Paise Kisi Ke Bhi Bank Par Kaise Transfer Kare
    
Paytm se hum anytime paisa bank par transfer kar sakte hai aur iska fayda ye hai ki hume bank branch me jakar lambi kaatar line me nahi lagna padta. Dosto paytm sabse jada fast payment karta hai aur bank par jaisa hi hum pesa transfr karenge uske 2 minute ke aandhar apka paisa bank acc par dikhayi dega aur ap kisi b nearist atm se paisa withdraw kar sakte hai.
    
How To Transfer Paytm Money To Any Bank In India
  
Iske liye paytm app ko open kare aur "Passbook" par click karde.
     
1. Ab Apke paytm k balance ke niche "Transfer money to bank" wala option dikhayi dega uspr click kare..
     
2. Then fer se "Transfer" par click kare
     
3. Ab bank account ke details sahi se enter kare.
     
(A. Amount enter kare.) ( B. Account holder name matlab ki bank pr jo nam h usko enter kare. ) ( C. Bank account number enter kare ) ( D. IFSC code ko enter kare -ifsce code apke bank pass book par mil jayega ) sab kuch fill karne k bad " Send par click kare.
     
Dosto Paytm ka paisa bank account par transfer ho chuka hai agr apka us bank se number connected h toh apko Alert message aajayega.
   
FAQ - Question & Answer
  
Q. Paytm kitni dheer me paisa sent karta hai
A. Jaisa ki mene apko bataya ki paytm india ka sabse fast payment transfer krne wala wallet hai so ap jab paisa bank pr send krdoge uske 2 minute me apka paisa bank pr aajayega.
     
Q. Paytm Se Paisa Transffer kiya lekin Bank par money nahi aya aur paytm se paisa cut gya (failure/failed)
     
Sometimes dosto Paytm se paisa deducted hojata h. Aur "Failed " ya "Pending" ka option dikhayi deta hai. So aysa hone pr apko paytm ko contact karna chaiye ya apko 24 hours tak wait karna pad sakta h.
     
Paytm Se Mobile Recharge Kaise Kare
   
Paytm se kisi ka v recharge krna bhot asan hai iske ap paytm ka app open kare. Aur Mobile Prepaid option par click kare.
         
1. Ab ap jiska recharge krna hai uska number enter kare aur circle select karke amounr enter kare uske bad "Fast forward" par tick karke "Proceed to pay" par click kardijiye.
        
2. Done recharge sussesfully ho chuka hai aur pesa apke paytm se deducted ho chuka hai.
      
FAQ - Question & Answer
   
Q. Mene galti se Recharge karte time wrong number daldiya ta ab us balance ko kaise wapas paye ? (Mistyped no.)
       
A. Dosto agr apse glti se kisi glt no. Par recharge hogya hai toh maf kare kyo ki paytm iske mamle me koi help ni kar sakta apki..
      
Paytm To Paytm User Paisa Kaise Send Kare
      
Agr apke friend ya kisi bhi family member ke paytm pr pesa send krna h toh sabse phle pytm app open krke "Pay" par click kare
          
1. Ap "Enter mobile no." Pr click karde.
      
2. Ab paytm user ka number dalkr amount enter karke Proceed par click karde.
         
Paisa Sussesfully other paytm user ko send ho chuka h.
       
Dosto paytm par ap aur bhi use kar sakte ho aur paytm har tarike se use kiya jaa sakta h google play ka voucher bhi ap kharid sakte ho aur games app ko google play se purchase kr sakte h.
      
I hope friends ki apke liye ye article helpfull hoga agr apko samajni aara toh dubara se ise padhiye. Apke friends & family ke saath paytm ko use karne ke tarike jarur share kare thanks.

Read More

12 April 2017

Website Blog Ko Facebook Par Paytm Se Kaise Promote Kare

02:57:00 0

Hello dosto aaj me apko batane jara hu ki Paytm Se Paisa Facebook par kaise add kare Aur aapki blog ko promote kaise karte hai friends Facebook ne india me Ab apni sites aur fb page promote karne ke liye hume easy option diya hai payment ke liye hum ab paytm ka use online kar sakte hai facebook par paytm se page aur website blog ko promote kar sakte hai aaj me apko clearly bataunga ki paytm ko fb par payment karne ke liye kaise use kare.

 


How To Use Paytm For Facebook Advert/Advertise as Payment (option)

 

Dosto facebook duniya me jada istemal  kiye jane wala social site hai ye bat baccha baccha janta hai aur aap bhi jante ho ki facebook par bussness ko aur popular karna kitna aasan hogya hai agar aap bhi meri trah ek blogger hai toh aap b apni blog ko promote karna chaoge fb par aur fb se aap traffic increase kar sakte hai lekin aaj is is post par aysi special kya bat hai apko ye janna jaruri hai becouse facebook pehle apni site blog ko promote karne ke liye only Visa/Mastercard ki payments accpets karta ta lekin av hum paytm se bhi paise add kar sakte hai.

 

Paytm india ka largest e-wallet hai and apke pas bhi paytm hoga? So simple c bat hai ap apni posts ko fb page ko ya apki bussness ko promote karne ki sochre honge toh ap paytm se aasani se promotion kar sakte hai so vo kaise aaj me apko batata hu.

 

Facebook Par Blog/Site Kaise Promote Kare ( Paytm ko use kar ke)

 

Dosto iske liye apko jada kuch nahi sirf apke pas fb page hona chaiye jispr apki blog ya site ki url hai.

1. Sabse phle hume fb par paise add karne hai uske liye fb.com ko desktop par open kare (Or Puffin use kare)

2. Ab fb ki "Settings" par jakr "Payments" par click kare.

3. Ab "Add Money" par click kare.

4. Uske bad popup window khulegi vaha pr apko payment method "Paytm" select karna hai fr continue kare.


5. Ab apni amount enter kare minimum 50rs add kar sakte hai aur 50rs se jada b add kar sakte ho amount enter karke Review Payment par click kare.


6. Uske bad sab kuch ek bar dekhli jiye sahi hai ya nahi fr "Make Payment" par click karde.


7. Uske bad ab apna paytm ka number enter kare aur "Request OPT" par click kare uske bad apke no. Par one time password aayegi usko enter kare fr Log in par click karde

8. Ab "Pay Now" par click karde then Sussessfully added dikhayi dega Ok karde.



9. Ab billing summury me ap apna balance dekh sakte hai aur ise apni blog site ko promote ke liye istemal kar sakte hai.


Chlo aap jan gaye ho ki fb par paise kese add karte hai apko iske 2 fayde ho chuke hai 1st toh ye hai ki apki id me paise add ho chuke hai aur dusra fayda ye hai apki fb "Paid Verified Account" ban chuki hai jo kabhi b lock nahi hogi.
 
Facebook Par Paise Add Karne Ke Bad Kya Kare

 

○ Now only apko fb page par jakar  "Promote" option par click karna hai.

○ iseke bad apko post ya website jo v promote krna hai us option ko select kare.

○ then daily budget ko set karke Apni ads ko Run kardi jiyega..

 

Iske bare me full information me apko next post par dedunga me umid karta hu ki ye jankari aapke liye madatgar sabit hoyi hai agr apko iske bare me "fb par money kese add karte hai koi sawal puchna hai toh jarur puchiye me apki help krna apne ap me aandand h...thanks apne friends k saath jrur share kare

Read More

08 April 2017

Sitemap Ko Google Par Kaise Submit Kare Step by Step

10:33:00 2

Google Search Consule Par SiteMap Ko Kaise Add Kare Complete Steps

 

New bloggers ki blog ke posts ko google search par lane ke liye hume google search robots ki help karni hoti hai sitemap ko google search (webmaster tools) par submit karke aksar naye bloggers sochte hai ki only Paisa barne par google, bing apni post ko show karta hai lekin aysa nahi hai google search free hai aur ispr koi bhi normal blogger ya site ka owner free me apni site ko google search par laa sakta hai.

 

Sabse pehle hume ye jaana jaruri hai ki Sitemap kya hai aur ye kaise google ki madat krta hai apni blog ko index karne me.

 

Sitemap Kya Hai

 

Sitemap ek XML file hai jispar apke blog ke sare urls hote hai aur search console ( free webmaster tool ) hai jispar ap sitemap ko dalkar google robots ko apka blog index karne me help kar sakte hai.

 

Sitemap ko google par add karne se apki blog ko google robots ko samajne me aasani hoti hai then jab google ke robots ko jab apki blog ke bare me aasani se samajh me ayega tab ye jahirr c bat h apki blog jald google par dikhne lagegi. Sitemap XML file hai aur iske andhar humari blog ke urls hote hai jo ki google ko pata krne me bhot asani hoti hai.
    
Wordpress par ap sabse Mashur Yoast SEO plugin ko istemal kar sakte hai vo automaticaly apki posts ke urls google pr dal deta hai aur blogspot ke liye hume apna custom site map ko geranate karna hota hai hume aysa karne ke online Sitemap geranetor ke tools free me mil jayege but aaj me apko bina sitemap geranate kiye hi yaha par sitemap ki link apko dera hu so ap jan gaye ho ki site map kya hai ab hum steps ko badate hai.

 

Blogger Sitemap ko Google Search Par Kaise Submit kare 

 

Iske liye google webmaster par login kare

1. Ab apki site blog ko select kare then "Crawal" par click kare aur "Sitemaps" par jaye.

 

2. Ab "Add/test Sitemaps" par click kare aur ek popup window khulegi uspar sitemap ki link dale


3. Ap yaha se sitemap link copy kare " atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500  aur ise apki blog url ke baju paste kare aur fir "Submit " par click karde.

 

Aapki sitemap submit ho chuki hai lekin ek baar dhayan de ye only 500 posts ko index karne ke liye hai yadi apki posts 500 se jyada hai toh niche aur bhi sitemaps dera hu usse submit kare.

 

■ 1000 posts ke liye site map add kare (501)

 

atom.xml?redirect=false&start-index=501&max-results=500

■ 1500 posts hai toh ye add kare (1001)

atom.xml?redirect=false&start-index=1001&max-results=500

 
Dosto ye jo sitemaps hai xml ki files hai jispar humari posts ki links hai jo ki google ko batata hai ki ye kab published ki gayi hai aur kitni posts humari blog par hai and mujhe umeed hai ki aapne google par apna sitemap submit kardiye hoge.
 
Thanks dosto i hope ki apko ye post achhi lagi is post ko jarur share kare taki doosre new beginners ko bhi iski achi jankari ho.

Read More

Google Search Consule Par Account Kaise Banaye Aur Site Add kare

10:30:00 0
Google Search Console Par Account Banakar Blog Add Kaise Kare


Hum blogger par new hai aur blog par hum bhot mehnat se post ko likhte hai jab hum post ko publish kar dete hai tab agar humara post google search result me show ni karta hai tab hume bhot dukh hota hai bhot mehnat karke post likhne par bhi post agar google search me nai ata hai toh hum bhut nerash hojate lekin aysa isliye hota hai new bloggers kyo ki vo google search console par apna blog add nahi karte hai tob aaj unhi ke liye ye post likhra hu kaise search consule par account banaye aur site ko add kaise karte hai.

Dosto search console humari posts ko google search ke result me lane par bhut help karta search console webmaster tools ke naam se b jannajata hai so ye google ka hi servise hai aur ye hume 3 tariko se help karta hai pehle toh  humari post ko recrawl karta hai aur fer  google search me apni post ko index karke post ke kuch minute bad apni post ko results par dikhane lagta hai aur 3rd help se hum apni traffic badha sakte hai.

Google webmaster tools google robots ko humari blog ki post index aur crawling karne me madat karti hai aur almost every blogger ke liye google console me blog add hona sabse jyada important hai kyo ki google search engine sabse bada search engine hai aur agr ap search consule me apni site ko add ni karoge toh google ko apki posts ko index karne me problem hogi aur shyad apki post google me dikhayi naa de.

Google Search Console Ke Kya Fayde

○ Apki post Google par Jald dikhayi dene lage gi.

○ Apki blog post kyo google result me dikh nahi rahi hai uske bare me pata kr sakte hai

○ Errors kaha kaha aari hai uske bare me pata kar sakte hai aur Solve B kar sakte hai

○ Google robots apki post ko aasani se index karenge aur apki post frist result par b show hone lagegi.
  
○ Webmaster tools SEO ki tarah Important hai aur ye apki blog ko scanning karta hai then jo posts google search apr appear nahi horahi hai usko fer se index karna shuruvkar deta hai.

Dosto google search consule ke aur bhi bhot faydr hai jinke bareme aap khud ispr account bana kar jaan sakte hai.

Google search consule par apni blog ko submit karna sabse jyada important hai agr ap yadi blog ko search console par add nahi karte hai toh apki traffic bilkul b nahi aayegi.

Google Webmaster Tools ( Search Console ) Par Account Kaise Banaye Aur Site Add kare

Account banana bhot simple hai dosto kyo ki ye google ki servise hai toh iske liye only apke pas gmail account hona chaiye.

1. Search console Par visit kate aur "Search Console" par click karke apki email se signin karle.

2. Ab "Add Property" par click kare.

3. Uske bad Apki blog ki url ko dale (apki blog agr "https" "www" se judi huyi hai toh   isse bhi add kare then "Add" par click karde.

4. Ab apko dusri page dikhayi degi us par se apko koi ek verification method select karna h "Alternative Methods" par click kare then "HTML TAG" ko select karke "Meta Tag" code ko copy karle.

5. Meta code ko copy karne ke bad new tab open kare aur "blogger.com" par jakar "Theme" par click kare fr "Edit html" par click kare.

6. Uske bad Jo meta code ko copy kiyata humne uss code ko template ke <head> ke niche dal de. (Tip- Ctrl+F ko dabaye aur <head> ko search karke meta verify code ko paste karde kahi b )

7. Verify meta code ko paste karne ke bad fer se wapas google search console wale verification page par jaye then "Verify" wale button pr click krde.

8. Apki site search console par verified ho chuki hai ab Continue kare.

Apne google search consule par account banaliya hai ab agge apko kya karna isko b janlete hai.

Google webmasters tools me account bana kar Site ko verify karne ke bad aakhri step hume sitemap bana kar pura karna hota hai jiske bina apki post jald index nahi hogi

"Google search console par site map submit kaise karte hai" iss post ko padhiye and sitemap ko submit kare.

I hope dosto ki ye article apke liye help full thi.agar apko koi dikkat aarahi hai site ko search consule par add karne par toh mujhe comments par apki problem ko bataye and me puri tareh se apki help karunga thanks Iss Seo ki post ko jarur share kare

Read More

Post Top Ad