Hi dosto mene facebook ke bare me phle b bhot tricks ko share kiya hai jise aap facebook categery par jakar dekh sakte ho aur aaj ki iss trick me hum jaanege ki facebook post par Read more or Continue Reading ka link kaise add kare manually. Actually friend ye trick bhot simple hai iske liye fb ke code use karne hote hai vo kaise chaliye jaanty h.
Facebook par apna page/Group promote karte huye apne dekha hoga vo apne post par read more ya continue ka link add kar dete hai jab hum us link par click karte hai toh hum seeda unke page/group par redirect ho jaate hai aur ise apka page likes aur group members badane me bhot help milti hai. Saval ye hai ki hum fb par kaise Continue reading ka link add kare,?chaliye jante hai.
How To Add "Continue Reading" Link with Custom Message/title
Iske liye hume sabse pehle ye pata karna hoga ki page ya group ki "id code" koi nikalte hai uske liye aapko te steps follow karna hai.
Page ki id kaise nikale
1. Page ki settings par jaye aur Uski Url ko copy kare then jo numbric me code hai usse copy kare vohi apki page id hai
Fb.com/pages/settings/5882555787363
Tip :- agr apke page ka username hai toh apko page ki id nikalne ki koi jarurt ni.
Fb Group ki id Kaise Pata kare
1. Kisi bhi group ko open kare aur "fb.com/groups/16446738855864 iss numbers ko copy karke note pad par paste krde.
Fb Post Par Read more Ya continue Reading or Next Page Link Kaise Add Kare
1. Sabse pehle iss code ko copy kare
@[Page/Group Id:0] Your Message @@[0:[Page/Group Id:1:continue reading…]]
2. Iss fb code ko copy karke note pad par paste krde aur fr Page/Group id ko replace karke apke page ki id ya grup ki id ko daldi jiye.
For example
@[16446738855864:0] apka Message @@[0:[16446738855864:1:continue reading…]]
Uske bad fb par jao aur kisi page ya timeline,Groups par isse Post kardo.
Then jab bhi koi continue reading par click karega vo apke group ya page par redirect hojayega.
Dosto ye trick bhot simple aur easy hai ise koi bhi istemal kar sakta hai ise use karke ap apke page likes increase kar sakte ho.
Umeed hai ki apko ye post acha laga hoga agar koi sawal puchna hai toh comment par jarur puchiyega
sir me nhi kar pa raha
ReplyDelete