Google Search Consule Par Account Kaise Banaye Aur Site Add kare - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

08 April 2017

Google Search Consule Par Account Kaise Banaye Aur Site Add kare

Google Search Console Par Account Banakar Blog Add Kaise Kare


Hum blogger par new hai aur blog par hum bhot mehnat se post ko likhte hai jab hum post ko publish kar dete hai tab agar humara post google search result me show ni karta hai tab hume bhot dukh hota hai bhot mehnat karke post likhne par bhi post agar google search me nai ata hai toh hum bhut nerash hojate lekin aysa isliye hota hai new bloggers kyo ki vo google search console par apna blog add nahi karte hai tob aaj unhi ke liye ye post likhra hu kaise search consule par account banaye aur site ko add kaise karte hai.

Dosto search console humari posts ko google search ke result me lane par bhut help karta search console webmaster tools ke naam se b jannajata hai so ye google ka hi servise hai aur ye hume 3 tariko se help karta hai pehle toh  humari post ko recrawl karta hai aur fer  google search me apni post ko index karke post ke kuch minute bad apni post ko results par dikhane lagta hai aur 3rd help se hum apni traffic badha sakte hai.

Google webmaster tools google robots ko humari blog ki post index aur crawling karne me madat karti hai aur almost every blogger ke liye google console me blog add hona sabse jyada important hai kyo ki google search engine sabse bada search engine hai aur agr ap search consule me apni site ko add ni karoge toh google ko apki posts ko index karne me problem hogi aur shyad apki post google me dikhayi naa de.

Google Search Console Ke Kya Fayde

○ Apki post Google par Jald dikhayi dene lage gi.

○ Apki blog post kyo google result me dikh nahi rahi hai uske bare me pata kr sakte hai

○ Errors kaha kaha aari hai uske bare me pata kar sakte hai aur Solve B kar sakte hai

○ Google robots apki post ko aasani se index karenge aur apki post frist result par b show hone lagegi.
  
○ Webmaster tools SEO ki tarah Important hai aur ye apki blog ko scanning karta hai then jo posts google search apr appear nahi horahi hai usko fer se index karna shuruvkar deta hai.

Dosto google search consule ke aur bhi bhot faydr hai jinke bareme aap khud ispr account bana kar jaan sakte hai.

Google search consule par apni blog ko submit karna sabse jyada important hai agr ap yadi blog ko search console par add nahi karte hai toh apki traffic bilkul b nahi aayegi.

Google Webmaster Tools ( Search Console ) Par Account Kaise Banaye Aur Site Add kare

Account banana bhot simple hai dosto kyo ki ye google ki servise hai toh iske liye only apke pas gmail account hona chaiye.

1. Search console Par visit kate aur "Search Console" par click karke apki email se signin karle.

2. Ab "Add Property" par click kare.

3. Uske bad Apki blog ki url ko dale (apki blog agr "https" "www" se judi huyi hai toh   isse bhi add kare then "Add" par click karde.

4. Ab apko dusri page dikhayi degi us par se apko koi ek verification method select karna h "Alternative Methods" par click kare then "HTML TAG" ko select karke "Meta Tag" code ko copy karle.

5. Meta code ko copy karne ke bad new tab open kare aur "blogger.com" par jakar "Theme" par click kare fr "Edit html" par click kare.

6. Uske bad Jo meta code ko copy kiyata humne uss code ko template ke <head> ke niche dal de. (Tip- Ctrl+F ko dabaye aur <head> ko search karke meta verify code ko paste karde kahi b )

7. Verify meta code ko paste karne ke bad fer se wapas google search console wale verification page par jaye then "Verify" wale button pr click krde.

8. Apki site search console par verified ho chuki hai ab Continue kare.

Apne google search consule par account banaliya hai ab agge apko kya karna isko b janlete hai.

Google webmasters tools me account bana kar Site ko verify karne ke bad aakhri step hume sitemap bana kar pura karna hota hai jiske bina apki post jald index nahi hogi

"Google search console par site map submit kaise karte hai" iss post ko padhiye and sitemap ko submit kare.

I hope dosto ki ye article apke liye help full thi.agar apko koi dikkat aarahi hai site ko search consule par add karne par toh mujhe comments par apki problem ko bataye and me puri tareh se apki help karunga thanks Iss Seo ki post ko jarur share kare

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad