Adsense Matched Content Ads Kya Hai Aur Ise Use Kaise Kare - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

24 March 2017

Adsense Matched Content Ads Kya Hai Aur Ise Use Kaise Kare

Adsense Matched Content Kya hai aur kaise use kare


adsense matched content ads google adsense ne new launch kiya ta 2015 me aur ise kaise use kare aaj me apko bataunga iski jankari kyu ki bhot ayse bloggers hai jinhe adsense matched content ke bareme bilkul b nahi pata in this post me apko bataunga "matched content ads kya hai "aur matched contents ads ko kaise istemal (use) kare in hindi.

Matched content 2 tariko se humari help karta hai aur iska fayda ye hota hai ki ye apne blog ke posts ko apni blog par promote karta hai ise istemal karke pageviews  aur CPC  increase hoti h aur site spent time increase hota hai

  

 lekin adsense matched content ads sirf choone gaye bloggers ke liye enabled hai agr ap enabled ni hai to isko enable karne ke liye apki blog matched content requirment honi chahiye jab apki blog adsense matched content ke liye available hojayegi tab apko notificatiom miljayega adsense ke home page par ya apki email par.

 

 

Sabse achi bat ye hai ki hum ab 3 link ads aur 3 display/text aur 3 Matched content ads ko per page par use kar sakte hai. Ap chahe to post ke bich me b matched content ke ads laga sakte hai lekin uske liye apko size kam krna padega.

ADSENSE MATCHED CONTENT DEMO


Adsense Matched content kab enable hota h blog par?

Iska koi fix traffic nahi btaya hai so blog par aap blog ko iseke liye qualify kr sakte ho so aj se mehnat karke Traffic badhakar qualify krde and apki posts high quality honi chaiye .. agar adsnse ko lage ki apki blog matched content ads ke liye ready hai to vo apko matched ads ke liye enable kardegi..

Matched content ads ka kya fayda?
 
1. Adsense matched content ads apke blog ko scan karta hai aur posts se related ads ko apki blog par promote karta hai. (Adsene Related ads)

2. Relaled posts widget sirf 4 posts show krti hai magar matchd contnt ads 20 related posts ko show karta hai

3. Pageviews aur bonuse rate increase (boost) hogi and CPC badhegi

4. Ads impression badhegi aur Apki estamated earning boost hojaye Gi for example apki earning pehle 0.20$ hoti thi aur ab matched content ads blog par laga kar apki earning 0.30$ hogi.
 
Matched content ads free hai aur only ise  khass kr bloggers ke liye banaya gaya design kiya hai ye ads apke blog ko puri tareh se scaning karke apke kudke blog ke posts apke blog par promote karta hai

Agar aap matched content ads enable karke apni earning ko increase karna chahate hai to abhi se apne blog ki traffic ko badhaiye.

Agar ap adsens matched content ke liye available hai to me apko batata hu adsense matched contents ads adunit kaise create kare.

Kaise Pata Kare? Aapki blog matched content ke liye enabled hai ya nahi?

1. Adsense.com par jaye aur login kare

2. Left side "options/menu" par click kare

3. Ab "Settings" par jaye then "My sites" ko select kare fir agar apko Matched content ka option dikhayi dega to iska matlb ye h ki ap enabled ho.. agr nai dikhayi dera hai to apko iske liye qualify hona padega 



Adsense Matched Adunit ads Ko Kaise Banaye - kaise use use kare

Ye simple aur same proccess hai jaisa ap adunits bnate ho usi tarah ap content ads create kr skte h

● Adsense par jaye aur "Adunits" par click kare uske bad "New ad unit" par click kare

● Ab Adunit name dalkr ad type ko :- Beta Matched Contect ko select kare


Me apko recommended karunga ki adsense matched content ka size hamesha Responsive hi rakhe kyo ki ye size automatic adjust krta hai .

Uske baad matched content ka adcode copy kare

Matched content ads blog pai kaise lagaye

1. Blogger.com par jaye aur "Layouts" par click kare

2. Uske bad "Sidebar" par "Add Gadgets" par click kare
 
3. fir "HTML/javaScript" ko select kare aur matched contnt ads code ko paste kardijiye uske bad save karde.

Matched content ko blog par add krne ke baad apki blog scan hogi aur 15 minute me matched content ads show hone lage ge.

Tip :- Matched content ads ko best performance ke liye "Sidebar" ya post ke akhiri me paste kardijiyega.

Matchd contnt ke bare me mai apko aur bhi jankari share karta jaunga apke dosts ke saath iss information ko jarur share kare

I hope ki aapne adsense matched contents adunit banaliya hai aur apke blog par related posts ads show ho rahi hai umeed hai apko pasand aaya aya hoga post mera agr koi swal puch na hai to puchlijiye comment ya personal contact form ke dwara.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad