Youtube Se Paise Kaise kamaye - Adsense puri jankari - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

26 March 2017

Youtube Se Paise Kaise kamaye - Adsense puri jankari

Agar ap sochre ho ki youtube se paise kamaya jaaye to aapki soch sahi hai lakho log hai jo youtube chennel se paise kamate hai videos upload kar ke agar aap bhi unki tarah paise kamana chahate hai to iss post ko pura jarur padhe.




Youtube duniya ka sabse popular broadcasting free servise hai jaha par croro log videos puri world ke saath share karte hai aur apni videos se paise bhi kama rahe hai vo kaise aj me apko batane jarahu.

Youtube aur adsense dono google ke servises hai aur agar apko youtube par intrest hai agr videos upload karke paise earn karna chahate hai to apko youtube ko adsense se connect karna hoga chaliye me batata hu kya karna hai aur kya nahi..

Youtube Se Paise Kamane Ke Liye Kya Kya Chaiye

● Apke pas Youtube account hona chahiye

●  Youtube par apke kudke banaye huye high quality videos hone chahiye

● Apke pas talant hona chahiye video banane ka aur apki voice clear honi chahiye jisse log apke video ko ache se samjh jayege.

● Youtube se earning karne ke liye apke pas computer ya smartphone hona jaruri hai

Chaliye ab jangaye ho youtube ke liye kya chaiye lekin apko ye bhi janna chahiye ki

Youtube par kaise videos upload karna chahiye aur kaise nahi.

■ Youtube par jo video ap upload kar rahe ho vo apki kudki banayi honi chahiye or screen recorder se ap kudke mobile screen ko record karke tech tricks ko share kar sakte hai.

■ Youtube video par background music copyright nahi honi chahiye kisi aur ki music ko apke video par mat dale.

■ videos me galt jankari share naa kare koi illegal videos upload naa kare aur sexual etc wale videos upload mat kare.

Google adsense kya hai adsense account kaise banaye

Online Internet se paise kaise kamaye Asli jankari
  
Free blog/site kaise banaye Blogspot

Youtube videos Se kaise kamaye Pese.

Ek jaruri bat youtube views ka revenue nahi deti hai youtube se sirf aap videos me ads dikha kr paise kama sakte ho mtlb ye h ki jab koi apki video ko dekhe ga tab agr vo apke video wale ads me click krta hai to apki earning hogi.. kitni hogi earning ye apke video ke views aur targetting country me depend hai.

Agr humare video par uk,usa,singapore jaisi country se views aate hai to humari earning per day 50$ se 100$ tak ho sakti hai..

But agr ap india, bangla,indonesia jaisi country ko target krte hai to 1000 views se 1-2$ kama sakte ho but ye bat apke video views aur keywords par depend krti hai ap indian views se b jyade paise earn kar sakte hai high paying keywords ko istemal kar.

 
Chlo i hope apko samjh agya hai ab baat karte hai youtube ko adsense se kaise connect kiya jata hai..
 
Youtube ko Adsense Se kaise jodte hai
 
Jab apki youtube videos par achi views ane lage tab aap paise kamane ke liye bilkul ready hojayenge lekin youtube ko adsense se jod ne ke liye apke youtube par kamse kam 5 high quality videos honi chaiye.
  
Youtube Videos ko Monetize Kaise Kare Step by Step

Isake liye apko sabse pehle youtube.com par jaye.

1. Left side "Arrow" par click kare aur "My Chennel" par jaye aur "Video manager" par click kare.



  
2. Ab "Chennel" par click kare "Monetisation" par click kare aur fir "enable monetisation" par click kare.



3. Uske bad agar apke pas pehle se adsense account hai to usse connect kar sakte hai agar apke pas adsense account nahi hai to youtube ke dwara new adsense account create kare isaka ye fayda hai ki adsense jaldi approved hojayega. Apke adsense account ko dalkar "monetisation" ko enabled kardijiye.
 
4. Adsense account ko connect karne ke bad ab apne jo video upload ki huii hai usko monetization karna hai uske liye "video manager" par jaye aur jis video par ads dikhane hai uss video ke "$" wale arrow par click kare.



5. Ab apko video ke "Monetize Ads" scroll karke enabled krdijiye then "Save changes" par click kare.



Aapki video par ads show hone lage ge estamated earning youtube revenue ki report janne ke liye "Video manager" par jakar "chennel" par jaye aur "Analytics" par click kare apki sari earning report show hone lagegi turant hi.



Daily new videos upload kare aur earning ko increase kare.

Umeed hai apko youtube se paise kaise kamate hai iski jankari ke bareme malum chalgaya hoga agr apko iseke bare me koi sawal puch na hai to puch sakte hai comment ke dwara thanks.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad