Mobile Phone se deleted call history Sab kaise nikale Simple proccess actually sometimes hota ye hai ki hum galti se incoming call ya out going call ko delete kr dete hai ya. Toh hume fer se us number ko wapas lane par bhot pareshani hoti hai mere friend ne help mangi mujhse "Bhaii Mere phone ki call history delete hogyi galti se phone ko reset kardiya ta bus mujhe only iss month ke jo numbers aaye hai unhe nikalna hai pls mere deleted call history numbers recover karne ka tarka bata do! " toh mene socha aaj usi ke bare me bat karte hai.
Dosto data recovery karne ke liye apko Simple se steps ko follow karna hota hai bina PC ke but in this situation apko aysa koi app nahi milega jo Deleted call history nikal kar de. Idea and Jio aur Vodafone ka call history nikalne ke bare me mein nahi janta hu so aaj me only Airtel call history recover kaise karte hai usi ke bare me batane jara hu.
Airtel calls aur voice call Recordings Kaise Wapas Paye
Airtel ne hume voice recording aur call history aur sare records nikal ne ki aanumathi de rakhi hai aap agar airtel prepaid user hai to delete huye calls ko wapas paa sakte ho.
Airtel call history Recovery proccess Se kya kya Wapas Ayega?
Airtel ki history restore karne par hume kya kya restore kar sakte hai.
1. Ap 2 months ki history ko bhi nikal sakte ho Aur aap puri one year tak ki history ko wapas nikal sakte hai.
2. Aap Kisko kitni dher tak aur kitna balance laga kar bat kiya hai uski b jankari milegi.
3. Jis jis ko call kiya hai uska no. B milega.
4. Sabse achi bat to ye hai ki aap voice calls ki recordings ko bhi sunn sakte hai kis se kab aur call par kya bat huyi sab details nikal sakte hai i mean kisi se phone par bat kya kya huii sab pata kar sakte hai.
5. All details nikal sakte ho airtel ki aur bhi bhot benefits hai.
Toh chaliye aap jan gaye ho ki iske kya kya fayde hai ab hum jaanenge ki call ki history kaise prapt kare.
Ye Methods only airtel prepaid users ke liye di gayi hai and ye koi trick ya hack nahi hai ise kud airtel ne permission de rakhi hai.
How To Restore call logs All Cleared deleted history calls and voice recordings and numbers
Iske liye apko simple sa step follow karna hai and apko jis no. Ke call records ko collect krna hai vo no. Apke pas rehna chaiye and sabse important cheez apke pas ek gmail account bhi rehna chaiye bina gmail ke ap call logs ki history ko wapas nahi paa sakte ho.
NOTE : Jis no. Ke details ko nikalna hai us no. Par minimum 50rs hone chahiye Ek month ki details nikalne ke 50rs charges lagega matlab 2 months ka nikalne ke liye 100rs charges *apply and aap only 6 months tak ki details ko nikal sakte hai.
Steps.
1. Message par jaye aur iss message ko type kare EPREBILL Month Emailid
■ Month ko replace karke jis month ki detail nikalni hai us mahine ka name dale
■ "Emailid" ko replace karke apka email address dal dijiye for exmple - apkiemail@gmail.com
Ex. EPREBILL March Apkiemail@gmail.com isko type karke 121 par send kardijiye toll free hai Screenshot ko dekhlo. And yaad rahe <|\> charaters use na kare becouse vo purani methods hai.
2. Uske bad apko reply aayega your bill request received wala .
3. es message ke 1 hours ya fer 6 hour bad aapko ek aur message aayega us message me apko secret password diya jayega only apke no. Par.
4. Upar wala message aate hi apko ek email aayegi us email par jisko apne reqst kiyata frist step me. Apni email par jakar "131" se jo email aayi hai usko open karo then us email par ek PDF file rahegi es file ko "Download" karle
5. PDF file download hone ke bad ab apko pdf file ko open karna hai lekin pdf file ko open karne ke liye jo apke mobile no. Par password aayata usko enter krna hai.
6. Passwrd dalte hi aap calls ki sari redords date and time sab pata kar sakte hai.aur puri calls ki list apko pdf file pr miljayegi and recordings wagera sab apko 10 days me email par miljayega.
*Agar fr b mesaage na aye toh naii ise type krke EPREBILL <month> <email> ko 121 par send kare yad rahe inhe jrur use kare "< >"
Ye thi simple procces actually ye updated post hai me umid krta hu apko acha laga hoga jarur cmt kare
Consultion
Actually meine pehle 3-4 bar try kiya ta mujhe email nahi aayi lekin badme mene customer care exective ko call kiya then unhone bhi ye same proccess batayi lekin apko ek jaruri bat ko yaad rakhna hai < > ise istemal krna mat bhule.
Apki deleted call recordings all unknow call recordings airtel mobile number ki sari call history aur number ki recordings apki email par prapt hojayegi. I hope ki aapko ye post samaj aa chuka hai agar iseke bare me koi dikkat aarhi hai to mujhe contact jarur kare.
No comments:
Post a Comment