Mobile Phone Root Kaise Kare Bina PC ke - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

04 March 2017

Mobile Phone Root Kaise Kare Bina PC ke

Android Phone ko Root Kese Kare Bina Pc ke

Hi dosto, hum jaanenge ki android phone ko root kaise kiya jata hai without pc ko istemal kiye bina hi aap apna mobile phone root kar sakkte ho so in this post me apko bataunga phone ko root kaise kare aur root ka matlab kya hai root ke fayde aur nuksan ke bare me pata kare iss post ko pura padhe.



Root kya Hai ?

Root ka matlb aasan sabdo meinn apka phone apke controll me karna samsung or dusre mobile phones ki companies ki terms policy bahut strict hoti hai aur hum sare futures use ni kar sakte aur wifi hacking jaise tricks istemal nahi kar sakte.

So root isliye karte hai taaki 100% controll mobile ka ap pe ho. Means rooted phone ko ap mann chahe istemal kar sakte ho jo bina root ke pehle futures ni chla sakte te vo sab futures ap phone ko root krne ke baad use kr sakte hai.

Mobile Root Karne Ke Fayde

1. Ram increase hoga
2. Mobile hang nahi hoga
3. Internal memory badha ya ghata sakte ho
4. Android version kitkat ko lolipop me change kar sakte h
5. Unsupported games ko play kr sakte h
6. Sabse acha fayda ap kisi ke wifi ka passwrd pata kar sakte h
7. Apne phone ko iphone ka look de sakte
8. Phone boost hojayega

Yuh samjho ki sara mobile system ka controll apke hath me hai

Root ke Nuksan

1. Mobile phone warrenty chale jayegi

2. Phone Dead ho sakta hai matlab apko safely sare intrustion Sahi Ss follow karne hai warna ek chuk se smartphone ek dabba phone ban jayega

3. Only custom OS install kar sakte ho and Android se koi update nahi aayega apko custom os install krna hoga

4. Rooted phone par ap wallet/bank etc se releted app ni chalegi.

So aapna smart phone root karne se pehle 2 bar jarur sochle and me apko itna hi suggest kruga ki apke mobile ki warrenty khatm hone par hi apna phone root kare.

Jab apko lage ap root process karne ke liye ready ho tab ye easy steps ko follow kare aur bina computer ke phone ko root kare.

Android Mobile Phone Root Kaise Kare Without Computer

Mobile Root Karne Se Pehle :-

● Mobile Ki Charging 70% se upar honi chahiye
●  Internet data connection on rehna chahiye ( agar wifi bhi hai to better rahega)
● Android phone ke applications Settings me jakar "Unknow Source Install" ki permission on rakhde
● Device Power chalu rakhe

How To Root Phone -

Upar apne jaan liya hoga kya nuksan aur fayde hai agar ap phone ko root krne ke liye ready ho jaye to in methods ko follow kare android device ke liye.

1. Google play se KingRoot.Apk download kare bilkul free app hai.

2. King root ko download install aur open kare. ( Phone device application security settings me jakar "unknow source" install blocked me tick mark karde

3. Kingo root app user frendly aur easy to use app hai kingo root open krne ke baad "one click root" pe click kare

4. Ab kuch seconds wait kare process dikhayi dega results screen me dikhayi dega

5. Kuch samay bad phone root sussesfull or failed show hoga agar sussesfull root hojaye tab mobile ko restart karde agar failed to root hua toh fer se same proccess dwara he.

Done kingoroot app se free me mobile ko root kar sakte ho bina pc ko istemal kiye i hope ye trick apke kam aayi. Aur bhi jankari ke liye jrur vst kare. Free android phone root kaise kare

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad