Blog or Website Kaise Banaye Free me - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

04 March 2017

Blog or Website Kaise Banaye Free me

Free Website blog kaise banaye online paise kamame ke liye - Blogging kaise kare - free blogspot par blog banaye

Agr aap online incame karna chahate hai to sabse best online money kamane ka source blogging hai jis se lakho log internet se paise kamate hai aap bhi earn kar sakte hai uske liye apko mehnat karna padega aur hard work ke saat saath mind work b karna padega fer hi aap sussesfull ban sakoge. Aap apne ideas ,stories jo bhi apko pata hai uski jankari puri world me publish kar sakte ho blog ki help se blogging free platform hai aur aj main isi ke bareme apko batane jara hu details se.

Jab bhi apko koi problem hoti hai ya kisi cheez ke bareme pata karna hota hai tab ap bina soche samjhe google par search karte hai aur google uska solution nikalta hai kya apko pata hai google itne solutions kaise nikalta hai? Usse hum jaise logo ne banayi sites ki wajah se jankari milti hai chaliye jante hai free website kaise banaye online money earn karne ke liye.

Free website (Blog) kaise banani chaiye sabhi log ye chahate hai ki unki b achi pechan ho aur world mein door door tak apke bare me log padhe agar aap bhi chahate hai to apko vichar blog par daily share karna hoga fer hi ap yapni pechan bana sakte hai ap apni knowladge blog par articles likh kar share karein aur iske liye hard work aur time lagega lekin apke aandhar sabar aur kuch karne ki sakhti confidiance hona jaruri hai aur ap apni kudki knowladge hi share karke sussesfull ban sakte ho and online paise kama sakte ho.

Website/blog Banane Ke Aur Bhi Kya Fayde Hai?

1. Aap online internet se paise kama sakte hai

2. Online kudka bussness kar sakte hai

3. Ap apna naam puri world me kamana chahate hai

4. Apni knowladge puri duniya ke saath share kar sakte hai

5. Sussesfull - Professional Blogger Ban sakte hai

Aur bhi kahi fayde hai..

Website and blog Banane ke liye kya kya chaiye?
Blog/site banane ke paise kamane k liye apko sirf 2 cheezo ki jarurat hai

1. computer 
2. Google - Gmail Account

Agar apne abhi tak gmail account nahi banaya hai to aap iss post ko padhle Gmail account kaise banaye

Kya apke pas computer ni hai ?then koi bat nahi aap mobile phone se bloging kar sakte ho but apka smart phone hona chaiye with Android support.

Chaliye ab hum steps aage badhate hai.

Free Website blog kaise banaye online Paise kamane ke liye (how to create blog/site to make money online)
Free blog bana kar incame karne ke liye Dhayan se steps follow karo.

Steps to create new blog

1. Sabse pehle blogger.com par jaye aur aapne gmail account se login kare

2. Blog par gmail se loging karne ke baad ab new window khulegi naya blog banane ke liye "New Blog" par click kare.

3. Now apke browser ne popup window khulegi jisme apko sahi complete details dalna hai.

• Title - aapke site ka naam dalna hai
• Address - apke site ka url kaisa hona chaiye apke hisab se rakhe jo kisi aur ne naa rakha ho.
• Template - apne blog ke liye koi ek template ko select kare.
• Create Blog - Sahi se details Complete address dalne ke baad "create blog" par click karna hai

Done apka blog puri tarah se ban chuka hai and aap badme blog address (domain) ko change kar sakte ho aur Template ko bhi apni marji se change ya fer kayi aur se download kar upload kar sakte ho.

Final baat blogger par free website blog bane ke baad apko aur bhi kuch setups karne hai "settings" par jakr ap apne hisab se setup karlijiye aur agar apke blog ke liye best SEO ready template chaiye to yaha se le sakte ho " Blogger ke liye Seo Ready Templates Free"

Blog ban chuka hai aur aage kya kya karna hai uske liye aane wali posts ko padhiye me iske bare me updates share karta rahunga Free blog website me ap posts publish kare blog kya  hai ye to hum jan gaye hai ( blogspot blog kaise banaye & Setup kaise kare free me janiye )

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad