Kaise ho saab mai asha karta hu ki saab thek ho .aur aaj mai aapko btaunga apke Samsung Smart Phone Par 2G internet ko 3G par kaise chalate hai.aur iske liye aapko jyadi mehnat nahi karni padegi aur koi proffesional app ya settings nahi karni hai. iss step pe me aasan trick btaunga
Samsung ek bhot hi badiya brand hai aur iske lakho croro fans hai jo inhe istemal karte hai. aur ispar free internet ke tricks istemal karna bhi aasan hota hai.
toh aapko yahan btaunga 2G balance ko 3G par kaise chalate hai bina jyada setup kiye .iss methods ko maine aapne bhai ke phone se mere phone par test kiya,hai aur ye mere liye 100% kam krta hai Roaming sim par bhi kam karegi.
Lekin aapke pas Samsung smart phone hona chahiye aur niche details se btane ki koshish karunga apko aur kya kya chahiye actually apko jyda kuch nahi bus sirf small steps hai.
Kis Kis Phone Par Maine Isse Istemal kiya hai Unke Naam :-
Mein jo bhi trick share karne se phle usse test karta hu kyo ki kise ko koi taqleef na ho badme aur kisi ka time waste na ho isliye apko yaha sirf tested tricks hi milegi aur koi affiliate ya promotion ke liye aisa nahi karta hu main.
Toh mai 2G internet ko 3G par kaise istemal karta hu aur kis phone aur sim par test kiya hai uske bare me btata hu.
1- Samsung galaxy J7 ( New aur Acha smart phone jispar aap simple setup se 2G me 3G ka maza unlimited utha sakte ho)
2. Sumsung Galaxy Ace 5380 ( Android kam ho ya jyada lekin agar aapke pas 3G ka feature hai toh aap jarur 2G par 3G chala sakte ho maine ispr bhi test kiya )
SIM Card :- Airtel Roaming or Not in Roaming (aap apky sim par bhi try karke jarur humhe boldena)
Dosto upar maine apko btaya hai kis par maine 2G ko 3G mai use kiya hai me suggest karunga agar aapke pas koi bhi Samsung smart phone hai toh aap bhi iska aanand lee sakte ho
2G Internet Balance Par 3G Chalane ka Faydaairtel, idea,vodafone jo bhi sim kyo naa ho . 2G par 3G chalana ek faydemand kam hai. aap toh kante hi ho aajkal ki mehngai aur net pack ke rates toh ek amm banda sirf apne phone par 2G chalata hai paise ko save karne ke liye lekin aapny kabhi socha ussi 2G ko aaj apne samsumg phone par 3G chala sakte ho... ye sach hai aur apko iski settings Phone par ee miljayegi toh chaliye Baat karte hai kaise 2G net balance ko 3G par istemal kare..
2G Internet ko 3G mein kaise kare
NOTE :- Apke pas iske liye jaisa maine upar btaya hai wousa hi Samsung phone hona chahiye aur kyo ki maine airtel par use kiya hai toh me pakke dave ke saath nahi kah sakta dusri sim par bhi chalega. lekin try karne me koi galat baat nahi hai aur agar aapke usme 2G 3G par chalra hai toh comment karke humhe b mention kardijiye ga
Follow Easy Steps By Steps
1. Phone ke Settings par jao aur wireless & Network → Mobile Network ab Connetion par click kare aur WCDMA ko selete karke Save karde2. ab aapka mobile 2G se 3G par chalega aur full high speed par
Agar Apke Samsung Phone Par Connetion Option Nahi Hai Toh Isse Follow kareMe apko yaha samsung secret code dera hu iss se aap settings prapt kar sakte ho aur network ko 2G 3G par badak sakte ho aasani se
1. Sabse phle apka Dialer Keyboard Open kare.2. Dialer Keyboard main *#*#4636#*#* ko copy karke dialer me paste karde
3. Ab Ussd dalne ke baad aapko Phone information par click karna hai4. ab aap upar Signal Icon Dekh sakte ho "E" hai iska matbl hota hai 2G ab aapko pure options wagera dikhai denge network ke ab aap GSM only Par click kare
5. GSM only par click karne,ke baad aapko ek choti list dikegi jispar aapko WCDMA Par click ya selete karna hai
ab apko raddio on aur Off karna hai uske baad aap dekh sakte ho "H aur "3G" ka Symbol Show hoga
ab aapka internet 2G balance main 3G chalraha hai issitra se aap 2G packs par 3G ki speed se internet chla sakte ho
Agar aapko acha laga hai toh jarur comment par batadijiyega. aur agar apke phone par bhi ye methods kam kar rahe hai toh comment par btade jisse dusre users ko aasani hogiAur agar aap dill se thanks bolna chahatr ho toh jarur Share kare aapke friends aur family ke saath taaki woh bhi 3G ka aanand le saake thanks
No comments:
Post a Comment