How To Post Once In All Groups ( Fb auto group poster )
Dosto kya ap fb par ek ek se post kar ke thak gaye ho agar ha toh ye post unke liye hai jo ek bar me fb ki sabhi Groups me posts karna chate hai Mene bhot research ke bad ek aysi site ko dunda hai jis par se ap ek bar me auto post kar sakte ho. And actual me ye trick work karti hai.
Aap bhi jante ho ek ek se groups par kuch bhi share karna kitna boring kam hai to apne google par bohut search kiya hoga "how to post automatic in fb groups at once" lekin apko kou working method mila nahi hoga.
Agar ap ek blogger hai to ap jante hi honge ki hume 40 to 50% traffic social sites se hi ata hai aur ye traffic lane ke liye hum fb par posts karte hai. To isliye aaj me ap sab ke liye ye methods lekar aya hu inhe follow karke ap bina apna samay lagaye fb par posts automaic sabhi grups par share kr sakte ho.
Fb Auto Group Post Ke Kya Kya Fayde
dosto sabse pehle toh humara waqt bachaya ja sakta h aysa krke.
● apki traffic badha sakte hai fb pr blog ki post ek bar me sab grups me share kr ke.
● agar ap affiliater h toh ap apna product asani se promote kar sakoge
Aur bhi kahin fayde hai jiske bare me ap kud janty hai toh chaliye ab hum steps shuru krte h.
STEPS :-
1. Sabse phle Geranate Nokia token par jao aur aapko ek 404 Invaild page dikhega aapko us page ka Link/url ko Copy all karna hai ( 404 Page wale url ko hi Access token bolty hai)
2. Url/Link ko 404 Not Found page se copy karke ab aapko yaha Facebook auto group poster par jaye
aur fer jo link ko copy kiya hai .ussey 1st wale box me Paste karke Login par click kare3. Ab login hogya hai aapko jo option choon na hai choon sakte ho mene imagine poster ko choona hai aur uspar click karna hai
4. Ab dusre page par Selete all Groups par tick mark karna hai aur un box par likhna hai jo aapko har group par share karne ka hai aur Submit par click kare
5. 1 minute me sabhi fb groups par posts ho chuka hai. Aysa b ho sakta h ki kuch grups me nahi b hua ho lekin aysa server ke karan hota h so dnt wry.
Umeed krta hu friends ki ye trick apke bahut kam ayi hogi comment par jarur btaye mujhe "fb group multi poster" trick kesi lagi fb all groups multi post site bhi sabhi ke sath share kare thanks
suresh rana
ReplyDelete