Facebook Long Name Id Kaise Banate hai - Indiwiki

Blogging Seekho,Online Paise Kamaye,SEO-Internet ki jankari aur tricks

Recent Posts

Hot

Post Top Ad

16 July 2016

Facebook Long Name Id Kaise Banate hai

Pichli articles me maine btaya ta ki Facebook Par Stylish name account kaise banate hai aur isse bhi 3 Aasan Steps facebook Ka naam single kaise karte hai har mobile par Isse bhi aap pasand karoge Facebook Page Par 5,000+ Likes kaise karte hai Easy Steps

Long Name id bana koi aasan kam nahi hai lekin facebook tricks ko istemal karke aap bhot aani se sab kam kar sake ho.wo bhi bhot hi fast

bhot sare facebook users hai aur unme se kuch apna facebook naam Long bana chate hai lekin ye facebook ki Policy Allow nahi karti hai isliye aap jab bhi long name dalne ki kosish karoge tab Sorry Name Length Too Long We don't allow Long name issitra se kuch worning deta hai na?

Aaj hum baat karenge ki kaise  Facebook Trickbazz Apne account kaa naam Limit se jyada bada banate hai.

Mein joo aaj Methods batane jara hu wo Especially Android Users ke liye hai. Apko Iske liye Android Phone hona jaruru hai Agar nahi hai toh aapko yaha steps batane par samjh aajayega.

FACEBOOK PROFILE PAR LONG NAME ID KAISE BANATE HAI

Android users ke liye bhot ee aasan sa method hai aur iss trick se aap Fb Single Name bhi kar sakte ho aur jo jo proxy Aur country Se releted facebook methods hai ussy bhi use kar paoge is step se.

Facebook Long id Name Ke Liye Kya Chahiye

Iske Liye Aapko jyada perfessional Browsers ya hard tricks ki jarurat nahi hai agar aapke paas Mobile android phone or Cumputer hai toh bus toda sa Setup karna padega aur fer apka name Long Character tak hojayega..

Bus iske liye aapke pass Ye cheeze hona jaruri hai :-

1. Android Mobile Phone

2. Internet Pack Minimum 20MB

3. Facebook Account (jiska naam aap change kar sakte ho aur wo name blocked nu hona chahiye

4. UcBrowser Or Opera Mini (Aap Dusre Browsers bhi Try kar sakte ho lekin maine jispar kiya hai ve ye browsers hai

Toh aap jangey ho ki iske liye kya kya jaruri hai .

Fb Long Character Name Id ke Fayde Aur Nuksan Janiye

#Nuksan

Apko Inn baaton par bhi Dhayan dena chahiye ki facebook ki Policy Long Character Name Allowed nahi karti hai. jab Koi Aapki Id par ek b report marde toh fer apki id ka name change karna hoga ya fer aapka account Photo Tag Verification me jaa sakta hai. isliye istemal karte waqt dhayan rahe koi Report naa kare.

#Fayda

Achhi bat toh yeh hai ki Facebook par koi "Report" Section par jyada interested nahi rehta hai aur Report koi nahi marega jabtak aap koi Violent naa karo.aur dusri baat kare toh aapke naam se sab friends ko Chawka Sakte ho aur jab wo apna naam apke jaisa bana ne ko karenge tab unse nahi hoga par agar aap unhe bhi batana chahate ho ye trick toh uss article ko share karna na bhule jiss se humhe khushi hogi.

Fb Par Long Name Id Kaise Banaye Jankari

Chlo ab jante hai ki name ko bhot sare words se kaise banaye jaise maine upar apko image dikhaya hai aap samjh hi gaye hoge ki long character id kya hota hai aur me abhi Puri taariqe se samjhane ki koshish karunga.

Yaha Par me Apko Two Taariqe Bataunga Sabse Phle Android users ke liye aur 2nd PC or Cumputer Users ke Liye Toh kya aap Ready ho? chlo fer Ache se follow karo in steps ko.

1-Android Mobile Phone Users Ke Liye Steps

Android phone Par aapka kaam bhot hi aasan hai , iske liye bus aapko ek application download karna padega jisse main niche mention karunga aur bus apko wo application ko connect karna hai ek country par wo bhi in steps par mention karunga . aur apke iske liye koi settings wagera karne ki jarurat nahi hai.

STEPS

1- Sabse Phle toh aapko Google play se Tunnelbear App Download Karna hoga (Iska Size Iske Updated Versions Par depend hai)

2. Tunnelbear App Download Karne ke baad Install karke "Open Karo ab agar aap new ho toh Signup karna padega aur fer Email ko Verifty karne ke baad Login Kardo

3.ab Tunnel par login karne par aapko aisa view dikhega

4. Ab aapko niche 1. "Country dikhega US uspar Click karna hai aur Japan ko selete karna hain uske baad ab 2nd Button on/off par click karna hai (Photo par observe kare)

5. Connect Par click karne ke baad Apko Ye Message Dikhega aur aapko I trust par Checkmark lagana hoga fer Ok Par click kardo

6. ab apko dikhena Connecting to Japan jab uska status Connected hojayega tab aapko Key ka Symbol dikhega ab apko next step karna hai

7. Connected hojane par ab aapko Ab Operamini or Ucbrowser Par jana hoga (Aap koi bhi browser use kar sakte ho apki marji se)

8. me Opera mini ko chose kr raha hu . Opera mini ko Open karo aur Facebook.com par jao

9. Fb par login karne ke baad Settings & Privacy → Geranal → Name par jao aur Frist 2nd 3rd box me jo likhna hai likho jitna lamba naam likhna hai likho lekin "Character" use mat karna Only Spaces dekar naam likho. aur fer Review Par click karo

10. apko apke lond name ka preview dikhega ab Password dalkar Comfrim kardo aur aapka naam Long name id pe change hojayega

NOTE Agar aapka naam Change nahi hota hai toh aapko Settings & Privacy → Language → English to Japan par set karna hoga fer 9th wala step follow karna hai uske baad apka id ka naam long hojayega . aur me maafi mangta hu maine apko Screenshot nahi dikhaya hai is step ka kyo ki 60 days tak nam change ni kar sakta hu..

Chlo aap sikh gye ho ki id par long name kaise karte hai Android phone par ab dusre pc users ke liye niche Step btara hu

PC/Laptop Users Ke Liye Steps :- Android ka toh aap jangey hoge lekin agar aapke pas android Phone nahi hai aur aap computer user ho toh fer aapke liye bhi easy step hai

STEPS

1. Sabse Phle Mozilla FireFox Browser pe jao. 2. ab Firefox wale button par click karo aur 2nd Options par click karo .3rd fer se Option par click karo jaise Screencapture me dikhaya hai

3. ab Network → Advanced Par Click kare aur Advanced Page par Settings par click karo

4. Ab Apko Manual Proxy Configurations Par click karna hai aur aab me apko Proxy aur Port deta hu usse copy karke .Waha Paste karna hai.

1- HTTP Proxy :- 163.54.70.3 Par Ye dalle

2. Port :- 80 Ye dalle

Aur fer aap Ok par click kardo

5. Ab Apne Firefox mozilla ko Restart Kardo Aur ab niche ke steps pura karo

Facebook Par PC Me Long Name id Kaise banaye Aapne Firefox Mozilla ki Sertings toh kardiye hoge toh ab isse follow kare.

1. Mozilla me Facebook.com par jao aur Login karo

2. ab Settings Icon ko click karo aur Geranal → Name par jaakar ab aapko jitna bada naam likhna hai likhdo aur fer baad me Save Settings kardo .

Ab Apka facebook ka name long lenth hogya hai issko ap kabhi bi use kar sakte ho aur jo abhi Japan proxy diya hai usse aap facebook Locked account ko b reopen kar sakte ho

Amezing Laga na apko ye trick? Agar koi sawal puchna hai aur aapki opinion bolna hai toh free hokar Jarur Comment karde. aur mujhe bataiye ki aapka naame change hua ya ni . aur me dua krta hu apko samjhne aagya hai Aur please isse Share karna na bhule mujhe iss se khushi hogi thanks dosto

Tags :- id kaise banate , fb , id kaise banate hai , name , Fb Name , long name id kaise banate hai , Name id , kaise banaye

Isse Padhle

Facebook Bina email aur number ke kaise banaye aasan tarika

Facebook Profile par Long Name Id kaise Banaye

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad