Paid Games Aur Apps Ko Android Phone Mein Free Main Install Kaise Kare Simple Guide
Aaj mai aapko paid games aur paid apps ko free main kaise download karte hai uske bareme bataunga.
Paid Games aur apps download karna bhot hi bada sir dard hota,hai kashkar uske liye jiske pas paisa nahi hota hai aur jiske pas paisa hota hai wo koi bhi Apps download karke aanand uthata hai.lekin dosto aapke android phone ke liye mein bhot acha method btara hu isse aap Free main Paid games/app ko apne phone par download aur install kar saktr ho aur muft me aanand utha sakte ho iske liye aapko ek rupiya bhi dene ki jarurat nahi hai.
NOTE :- Me ye nahi kehra hu ki aap bus paid apps ko free main hi kharide balki aapne agar 3 Paid apps ko free mein download kardiya hai toh aap koi ek app par pay karde jiss se unhe koi nuksan nahi hoga. aur app developers ko bhi apni mehnat ka paisa milna chahiye aur me aapko bus information derahu paid apps ko free main download karne ke liye aur Force nahi kar raha hu aap jo bhi kar rahe ho aapki marji se kar rahe ho aur iska jeemedar mein nahi hu . aap apny Own Risk pe hi kar rahe ho.
How To Download Paid Apps For FreeGoogle play par bhot paids apps miljayege jisse download karne ke liye Paise bharna padta hai lekin aajki baat karenge toh aapko bilkul bhi paisa nahi dena padega free main premium games aur apps apke android phone par download kar sakte ho bhot hi simple aur easy taariqe se sirf android par
Android smart phone har kise ke pas hota hai aur wo phone ko apna hi fasion mannkar use karte hai ,aur phone ko toh aap sab jante hi hoge ispar jo bnda khojaye wo aalag c duniya me chala jata hai ... aur iski wajah se paid apps bhi bhot hote hai jisse download karne ke liye paisa dena padta hai joo ki kise ko bhi pasand nhi hota,hai toh kyo na is methods ko jaankar free main karliya jaye.Free Me Paid Android Games aur Apps Download Kare Black Mart App se
Simple aur easy sa taariqa Muft me apne android phone par games aur applications ko download karne ka aapko google se kahi sare apps mil sakte hai lekin Black mart sab se best hai
Black MartEk Android app hai jo ki free paid apps market naam se jana jata hai ispar aap google play se jo bhi paid apps/games hota hai uska name search karke free main apne phone par install kar sakte ho simple aur aasan taariqa hai
Google play se paid games/apps agar download ya kharid nahi sakte ho ya fer paisa nahi hai toh aapko Blackmart sare paid apps ko free main offer karta hai jise maarji aap download kar sakte ho.Black Mart Par Paid Apps Free Kaise Milta hai
Bhot hi simple hai jab koi dusra Google play se ya kahi se bhi paid game ko download karta hai wo badme blackmart par usse upload karke free me access deta hai sabko . iske liye aapko ek rupiya bhi nahi dena padega.chlo ab hum jante hai kaise free games apps ko download karte haiPaid Games/Apps Free Download Kare
easy aur simple steps by steps karna hai aapko bus ispar jyada kuch nahi karna hai ye bhot hi aasan hai2. Download karne ke ab Blck mart ko open karo aur fer "Search" karo paid app ya game ko.aap google play par paid game/app ko dekh kar search kr sakte ho uska naam blck mart par.
3. jo aapne search kiya hai uska result aayega aur aapko 2 types dikhenge ek toh paid wala aur dusra free apko free wala hi download karna hai "Download" button par click karke
4. Ab bus game/app Ko install kro aur muft me enjoy karo.Jaruri shuchna
Aur iska koi galat istemal mat kare aur haa jiska game/app ap download kar reho us developer ko toda bhot profit jarur de dena kyo ki unhone bhot mehnat kiya hai apps ko bna ne me.
Aur koi problem hori hai toh comment par btade me puri tariqe se madat karunga aur koi app hai jispar free paid games download kar sakte hai toh usse comment par jarur mention kardena aur share jarur karna iss chote se article ko .thanks
No comments:
Post a Comment